Dil To Mera Kehta Hai Lyrics, Singer & Song Details

Bhai Ho To Aisa 1995 album cover

Bhai Ho To Aisa 1995 Album Details

Deepak Anand
Amar Biswas, Utpal Biswas
Anjaan
Aditya Pancholi, Shantipriya

album songs
Dil To Mera Kehta Hai
Singer : Jayashree, Kumar Sanu

Dil To Mera Kehta Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Dil To Mera Kehta Hai
Song Lyrics Movie = Bhai ho to aisa (1995)
Singers = Jayashree, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Amar Biswas, Utpal Biswas
Director = Deepak Anand
Music Label = Shemaroo Music

Mp3 Song Lyrics

((Dil to mera kehta hai
Tum mere ho haa mere ho
Tum bhi mujhe kabhi yun hi kehdo
Tum mere ho haa mere ho

Dil to mera kehta hai
Tum mere ho haa mere ho
Tum bhi mujhe kabhi yun hi kehdo
Tum mere ho haa mere ho

Aye jaane tamnna meri zindagi tu
Aye jaane tamnna meri zindagi tu
Tamanna hain tujh pe kabhi jaan luta doon
Tere pyaar mein yun ghujar jaaun had se
Mohabbat ki saari dastane bhula doon
Tere pyaar mein yun ghujar jaaun had se
Mohabbat ki saari dastane bhula doon

Dil to mera kehta hai
Tum mere ho haa mere ho
Tum bhi mujhe kabhi yun hi kehdo
Tum mere ho haa mere ho

Bina tere maheke ye berang se
Be rang si haa be rang si
Bina tere maheke ye berang se
Meri aankha se chhalke rangeeniya
Na jaane ye maahol phir kab mile
Aye pal aaj jeevan ke jeele jara yaha

Dil to mera kehta hai
Tum mere ho haa mere ho
Tum bhi mujhe kabhi yun hi kehdo
Tum mere ho haa mere ho

Yaa rab meri mehbooba kitani haseen hain
Jawa husn se chhal rahi chaandani
Yaa rab meri mehbooba kitani haseen hain
Jawa husn se chhal rahi chaandani
Sitaare bicche mere kadmon ke neeche
Sitaare bicche mere kadmon ke neeche
Aye mahesus ho meri jannat yahi hain

Dil to mera kehta hai
Tum mere ho haa mere ho
Tum bhi mujhe kabhi yun hi kehdo
Tum mere ho haa mere ho
Tum mere ho haa mere ho...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Dil To Mera Kehta Hai Video

About Dil To Mera Kehta Hai

Dil To Mera Kehta Hai is a song from Bhai Ho To Aisa 1995. It is sung by Jayashree, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Amar Biswas, Utpal Biswas. Read the lyrics above and view the Bhai Ho To Aisa 1995 album song list for more songs and album details.