Dil To Kehta Hai Male Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Zindagi Ka Safar 2001 album cover

Yeh Zindagi Ka Safar 2001 Album Details

Tanuja Chandra
Daboo Malik
Salim Bijnori
Ameesha Patel, Jimmy Shergill, Gulshan Grover, Nafisa Ali

album songs
Dil To Kehta Hai Male
Singer : Kumar Sanu

Dil To Kehta Hai Male Lyrics

Song Title = Dil To Kehta Hai Male
Movie/album = Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Salim Bijnori
Music Director = Daboo Malik
Director = Tanuja Chandra

Mp3 Song Lyrics

((Dil to kehta hai woh
Apne hai apne hi hai
Dil to kehta hai woh
Apne hai apne hi hai
Jinki jaanib se ho jinki jaanib se
Halka sa ishaara bhi nahin
Koyi aawaz to aayi
Hain kahin se lekin
Usne ab tak to bhoole
Se pukara bhi nahin
Dil to kehta hai woh
Apne hai apne hi hai

Raaz dil ka to kabhi
Sab ko bataya na karo
Par jo apna ho kabhi
Us se chupaya na karo
Raaz dil ka to kabhi
Sab ko bataya na karo
Par jo apna ho kabhi
Us se chupaya na karo
Hum ne jeeta nahin ho
Hum ne jeeta nahin
Dil aapne haara bhi nahin
Dil to kehta hai woh
Apne hai apne hi hai

Dil to bas dil hain yeh
Sab ko to diya jaata nahin
Pyaar sab se to zamane
Mein kiya jaata nahin
Dil to bas dil hain yeh
Sab ko to diya jaata nahin
Pyaar sab se to zamane
Mein kiya jaata nahin
Zor apna bhi ho zor apna bhi
Rahe dil pe tumhara bhi nahin
Dil to kehta hai woh
Apne hai apne hi hai
Jinki jaanib se
Halka sa ishaara bhi nahin
Koyi aawaz to aayi
Hain kahin se lekin
Usne ab tak to bhoole
Se pukara bhi nahin
Dil to kehta hai woh
Apne hai apne hi hai
Dil to kehta hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil To Kehta Hai Male

Dil To Kehta Hai Male is a song from Yeh Zindagi Ka Safar 2001. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Salim Bijnori. Music information: Daboo Malik. Read the lyrics above and view the Yeh Zindagi Ka Safar 2001 album song list for more songs and album details.