Dil To Dete Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Kaalia 1981 album cover

Kaalia 1981 Album Details

Tinnu Anand
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Amitabh Bachchan, Asha Parekh, Parveen Babi

album songs
Dil To Dete Nahin
Singer : Kishore Kumar, Asha Bhosle

Dil To Dete Nahin Lyrics

Song Title = Dil To Dete Nahin
Movie/Album = Kaalia (1981)
Singer = Kishore Kumar, Asha Bhosle, Antara Chowdhury
Song Lyricists =Majrooh Sultanpuri
Music Director =Rahul Dev Burman
Director =Tinnu Anand

Mp3 Song Lyrics

((dil to dete nahi
dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai
dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai
dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai
dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai

jab dil manga kahte the ho ye kya nadani hai
bhole pan ke din hai abhi, uthati jawani hai
oo jab dil manga kahte the ho ye kya nadani hai
bhole pan ke din hai abhi, uthati jawani hai
kahi kho jayega, kho jayega, kahi kho jayega
chij ye anmol hai, chij ye anmol hai
apka khayal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai
dil to dete nahi

dil me lakho kasame khakar jab jab hum aate hai
ho jhuta wada karte wo hum man jate hai
oo, dil me lakho kasame khakar jab jab hum aate hai
jhuta wada karte wo hum man jate hai
jab chaha sanam, chaha sanam
jab chaha sanam, humko bahala diya
humko bahala diya, yaar ye kamal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai
dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai
wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai
dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil To Dete Nahin

Dil To Dete Nahin is a song from Kaalia 1981. It is sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Kaalia 1981 album song list for more songs and album details.