Dil Se Majboor The Dildaar Lyrics, Singer & Song Details

Dilruba 1967 album cover

Dilruba 1967 Album Details

Mohammed Hussain
Usha Khanna
Shamsul Huda Bihari
Ajit, Helen, Shyam Kumar

album songs
Dil Se Majboor The Dildaar
Singer : Mahendra Kapoor, Usha Mangeshk

Dil Se Majboor The Dildaar Lyrics

Song Lyrics Title = Dil Se Majboor The Dildaar
Movie/album = Dilruba (1967)
Singers = Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Composer = Usha Khanna
Director = Mohammed Hussain
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dil se majboor the dildar
Yaha tak aaye
Dil se majboor the dildar
Yaha tak aaye
Raje dil aap samjh le to
Maza aa jaaye
Dil se majboor the dildar
Yaha tak aaye

Ek ishara samjhne
Ke liye baki hai
Aur kuch jawa raat
Abhi baki hai
Ek ishara samjhne
Ke liye baki hai
Kyu na phir aapko
Yeh saukh ada tadpaye
Raje dil aap samjh le to
Maza aa jaaye
Dil se majboor the dildar
Yaha tak aaye

Kitne hi dhokhe mujhe
Pyar ki raho mein mile
Jinse milna tha mujhe
Gair ki baho mein mile
Kitne hi dhokhe mujhe
Pyar ki raho mein mile
Koi dekhe to bhala
Kaise yeh dekhe haye
Raje dil aap samjh le to
Maza aa jaaye
Dil se majboor the dildar
Yaha tak aaye

Jo bhi hare hai yaha
Aaj meri mehfil mein
Kyu na rakh lu inhe
Mehman bana kar dil mein
Jo bhi hare hai yaha
Aaj meri mahfil me
Koi bhi nighaho se bachkar
Na jaane paye
Raje dil aap samjh le to
Maza aa jaaye
Dil se majboor the dildar
Yaha tak aaye.))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Dil Se Majboor The Dildaar

Dil Se Majboor The Dildaar is a song from Dilruba 1967. It is sung by Mahendra Kapoor, Usha Mangeshk. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Dilruba 1967 album song list for more songs and album details.