Dil Se Main Aur Mujhse Lyrics, Singer & Song Details

Bus Conductor 1959 album cover

Bus Conductor 1959 Album Details

Dwarka Khosla
Bipin Babul
Noor Dewasi
Cuckoo, Helen, Prem Nath

album songs
Dil Se Main Aur Mujhse
Singer : Asha Bhosle

Dil Se Main Aur Mujhse Lyrics

Song Lyrics Title = Dil Se Main Aur Mujhse Dil
Song Lyrics Movie = Bus Conductor
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Noor Dewasi
Music Composer = Bipin Babul
Director = Dwarka Khosla
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dil se main mujhse dil
Dil se main mujhse dil takra gaya
Ek nayapan jindagi mein aa gaya
Dil se main mujhse dil takra gaya
Ek nayapan jindagi mein aa gaya
Dil se main

Aati jati sans bhi chanchal si hai
Sar se paon tak nayi hulchal si hai
Bat kya hai kyu ye dil ghabra gaya
Dil se main mujhse dil takra gaya
Ek nayapan jindagi mein aa gaya
Dil se main

Dhire dhire dil ki kashti bah chali
Bahki bahki si hawa kuchh kah chali
Fir utha tufan achanak bha gaya
Ek nayapan jindagi me aa gaya
Dil se main mujhse dil takra gaya
Ek nayapan jindagi mein aa gaya
Dil se main

Ban gayi ab to jami bhi aasman
Basne wala hai anokha sa jaha
Mujhse mera saya jo sharma gaya
Ek nayapan jindagi me aa gaya
Dil se main mujhse dil takra gaya
Ek nayapan jindagi mein aa gaya
Dil se main...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Se Main Aur Mujhse

Dil Se Main Aur Mujhse is a song from Bus Conductor 1959. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Noor Dewasi. Music information: Bipin Babul. Read the lyrics above and view the Bus Conductor 1959 album song list for more songs and album details.