Dil Se Dil Mila Lyrics, Singer & Song Details

Tamacha 1988 album cover

Tamacha 1988 Album Details

Ramesh Ahuja
Bappi Lahiri
Anand Bakshi
Jeetendra, Rajinikanth, Anupam Kher, Amrita Singh, Bhanupriya

album songs
Dil Se Dil Mila
Singer : Kavita, Pankaj Udhas

Dil Se Dil Mila Lyrics

Song Title = Dil Se Dil Mila
Movie/Album = Tamacha (1988)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Pankaj Udhas
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Ramesh Ahuja

Mp3 Song Lyrics

((Come baby dance with me
Come baby dance with me

Dil se dil mial phir kaisa gilla
Ho gaya pyaar gul se gul khila
Phir kaisa gilla mere dilbar
Come baby dance with me
Come baby dance with me

Mat gaa ye pardesi geet
Bhul ke desh ka ye sangeet
Saat suro ke saagar mein
Duub ke dekh mere man meet
Ye nayi duniya hai tu purana hai
Tu deewana hai
How as a bang bang
How as a bang bang
Dil ko jo dhakade ye woh gaana hai
Wo zamana hai
How as a bang bang
How as a bang bang
Ye nayi duniya hai tu purana hai
Tu deewana hai

Neendiya na aaye saari rain
Neendiya na aaye saari rain
Bindiya ne loota
Bindiya ne loota mere dil ka chain
Neendiya na aaye saari rain
Neendiya na aaye saari rain

Blue cap udati hai aasmano mein
Do jahano mein
How as a bang bang
How as a bang bang
Tu abhi khoya hai apne tano mein
Desi gaano mein
How as a bang bang
How as a bang bang

Panchhi nahi hum hai insaan
Is dharti mein apni jaan
Phool khile jaha geeto ke
Wo ghulshan ye hindustan
Ghulshan pe laherate dekh
Saath mere tu gaake dekh
Ghulshan pe laherate dekh
Saath mere tu gaake dekh
O ghulshan pe laherate dekh
Saath mere tu gaake dekh aa

Bindiya ne luta mera dil ka chain
Aap bhi gaayi ye naa
Neendiya na aaye saari rain
Neendiya na aaye saari rain
Neendiya na aaye saari rain
Neendiya na aaye saari rain))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Se Dil Mila

Dil Se Dil Mila is a song from Tamacha 1988. It is sung by Kavita, Pankaj Udhas. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Tamacha 1988 album song list for more songs and album details.