Dil Sambhaale Sambhalta Nahi Lyrics, Singer & Song Details

Raaz 1967 album cover

Raaz 1967 Album Details

Ravindra Dave
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Noor Dewasi
Rajesh Khanna, Babita

album songs
Dil Sambhaale Sambhalta Nahi
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh

Dil Sambhaale Sambhalta Nahi Lyrics

Song Title = Dil Sambhaale Sambhalta Nahi
Movie/album = Raaz (1967)
Singers = Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists = Noor Dewasi
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Ravindra Dave

Mp3 Song Lyrics

((Dil sambhale sambhalta nahin aaj to...
Dil sambhale sambhalta nahin aaj to
Paas aane ki de doh izaajat hamein
Paas aane ki de doh izaajat hamein
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai
Abb laut jaane ki de do ijaazat hamein
Abb laut jaane ki de do ijaazat hamein
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai

Kaise kehde ki jao in ankhon se abb
Tumko jaate hue abb dekha jata nahi
Tumko jaate hue abb dekha jata nahi
Hum bhi majboor hai varna jane ka to
Yeh khayaal appne dil mein bhi aata nahi
Yeh khayaal appne dil mein bhi aata nahi

Jheel si apni annkhon mein beh le zara
Jheel si apni annkhon mein beh le zara
Doob jane ki dedo ijazzzta hamein
Abb laut jaane ki de do ijaazat hamein
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai
Daal di tumne ankhon mein ankhe agar
Jaane phir kab sanam aaye hum hosh mein
Jaane phir kab sanam aaye hum hosh mein

Zindagi bhar humein saath rehna hai abb
Hum rehenge mohabbat ki agosh mein
Hum rehenge mohabbat ki agosh mein
Kya baatein humein dar zamane ka hai
Kya baatein humein dar zamane ka hai
Is zamane ki dedo ijaazat humein
Paas aane ki de doh izaajat hamein
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Sambhaale Sambhalta Nahi

Dil Sambhaale Sambhalta Nahi is a song from Raaz 1967. It is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. Lyrics are credited to Noor Dewasi. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Raaz 1967 album song list for more songs and album details.