Dil Ne Tadap Tadap Ke Lyrics, Singer & Song Details

Faslah 1974 album cover

Faslah 1974 Album Details

Khwaja Ahmad Abbas
Jaidev Verma
Kaifi Azmi
Raman Khanna, Shabana Azmi, Nadira

album songs
Dil Ne Tadap Tadap Ke
Singer : Bhupinder Singh

Dil Ne Tadap Tadap Ke Lyrics

Song Lyrics Title = Dil Ne Tadap Tadap Ke
Song Lyrics Movie = Faslah (1974)
Singers = Bhupinder Singh
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Composer = Jaidev Verma
Director = Khwaja Ahmad Abbas
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dil ne tadap tadap ke tadpana sikha diya
Inaam ab mile ke saza sar jhuka diya
Dil ne tadap tadap ke tadpana sikha diya
Inaam ab mile ke saza sar jhuka diya

Diwana kar ke chhod de jo ik zamane ko
Mujhko usi nigah ne insaan bana diya
Diwana kar ke chhod de jo ik zamane ko
Mujhko usi nigah ne insaan bana diya
Inaam ab mile ke saza sar jhuka diya

Bas itna janata hu mujhe tumse pyar hai
Aur pyar me na jit kisi ke na haar hai
Is ke siva jo yaad tha sab kuchh bhula diya
Is ke siva jo yaad tha sab kuchh bhula diya
Inaam ab mile ke saza sar jhuka diya
Diwana kar ke chhod de jo ik zamane ko
Mujhko usi nigah ne insaan bana diya.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Ne Tadap Tadap Ke

Dil Ne Tadap Tadap Ke is a song from Faslah 1974. It is sung by Bhupinder Singh. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Jaidev Verma. Read the lyrics above and view the Faslah 1974 album song list for more songs and album details.