Dil Ne Badi Shiddat Se Lyrics, Singer & Song Details

Tere Ishq Mein Qurbaan 2015 album cover

Tere Ishq Mein Qurbaan 2015 Album Details

None
Harsh Vyas
Perwez Kaash
None

album songs
Dil Ne Badi Shiddat Se
Singer : Madhushree, Shahid Mallya

Dil Ne Badi Shiddat Se Lyrics

Song Title = Dil Ne Badi Shiddat Se
Movie/album = Tere Ishq Mein Qurbaan (2015)
Singers = Madhushree, Shahid Mallya
Song Lyricists = Perwez Kaash
Music Director = Harsh Vyas
Director = M. Dahek
Music Label = Yellow, Red Music

Mp3 Song Lyrics

((Kaaga sobtan khaai jo
Aur chun chun khaiyon maans
Yeh do naina mat khaiyo
Mohe piya milan ki aash
Mohe piya milan ki aash

Dil ne badi shiddat se
Chheda hai tarana
Dil ne badi shiddat se
Chheda hai tarana
Piya tum jaldi se aana
Piya tum jaldi se aana

Pehchaan kho gayi hai
Deewane ho gaye ho
Teri yaad ki puraani
Nishaani ho gaye ho
Main apni zindagi se
Begaani ho gayi hoon
Dil jala raha hai
Koyal ka ghunghuna na
Piya tum jaldi se aanaa
Piya tum jaldi se aanaa

Aankhon mein aarzoo hai
Hotho pe mere dum hai
Teri did ki tamanna
In saanso ka bharam hai
Kya khoob be basi hai
Yeh kya hasee sitam hai
Tanhaai ka aalam hai
Mausam hai aashiqana
Piya tum jaldi se aana
Piya tum jaldi se aana

Tera naam padhte padhte
Aadat si pad gayi hai
Is darza bekaraari
Raato ki badh gayi hai
Ik dhooon mein bandh gayi ho
Ek dhoon si chadh gaye hai
Mushkil se ho raha hai
Saanso ka aa na jaana
Piya tum jaldi se aana
Piya tum jaldi se aana...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ne Badi Shiddat Se

Dil Ne Badi Shiddat Se is a song from Tere Ishq Mein Qurbaan 2015. It is sung by Madhushree, Shahid Mallya. Lyrics are credited to Perwez Kaash. Music information: Harsh Vyas. Read the lyrics above and view the Tere Ishq Mein Qurbaan 2015 album song list for more songs and album details.