Dil Mutasir Hua Lyrics, Singer & Song Details

Karle Pyaar Karle 2014 album cover

Karle Pyaar Karle 2014 Album Details

Rajesh Pandey
Rashid Khan, Suneel Darshan
Rashid Khan, Suneel Darshan
Shiv Darshan, Hasleen Kaur, Aham Sharma

album songs
Dil Mutasir Hua
Singer : Javed Ali

Dil Mutasir Hua Lyrics

Song Title = Dil Mutasir Hua
Movie / Album = Karle Pyaar Karle (2014)
Singers = Javed Ali
Music = Rashid Khan, Suneel Darshan
Lyricist = Rashid Khan, Suneel Darshan

Mp3 Song lyrics

((Is qadar aap se dil mutasir hua
Is kadar aap se dil mutasir hua
Aap ban gaye ho hamari dua
Aap ban gaye ho hamari dua
Ab to har saans lena sang aapke
Dil ko bhaane lage hai rang aapke
Aap humse kabhi hona na judaa
Mere khuda mere khuda
Hai ye dua mere khuda
Is kadar aap se dil mutasir hua

Ho chehra hayaa hai
Baate sabaa hai
Ankhe hai aaina
Ankhe hai aaina
Chehra hayaa hai
Baate sabaa hai
Ankhe hai aaina
Ankhe hai aaina
Noor se aapke maine jaana
Kudrat ka maayna
Kudrat ka maayna
Aap ko paya toh roshan hua jahan
Mere khuda mere khuda
Hai ye dua mere khuda
Is kadar aap se dil mutasir hua

Mere khuda mere khuda
Hai ye dua mere khuda

Dilkash ada hai, uff ba-khuda hai
Aisi hai sadagi, aisi hai sadagi
Dilkash ada hai, uff ba-khuda hai
Aisi hai sadagi, aisi hai sadagi
Aapse saare mere nazaare
Ho gai aashiqi, ho gayi aashiqi
Aap ki adaaye fir dil se jaye na
Mere khuda mere khuda
Hai ye dua mere khuda
Is kadar aap se dil mutasir hua
Aap ban gaye ho hamaari dua
Ab to har saans lena sang aapke
Dil ko bhaane lage hai rang aapke
Aap humse kabhi hona na judaa

Mere khuda mere khuda
Hai ye dua mere khuda
Is kadar aap se dil mutasir hua..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Mutasir Hua

Dil Mutasir Hua is a song from Karle Pyaar Karle 2014. It is sung by Javed Ali. Lyrics are credited to Rashid Khan, Suneel Darshan . Music information: Rashid Khan, Suneel Darshan . Read the lyrics above and view the Karle Pyaar Karle 2014 album song list for more songs and album details.