Dil Mera Dil Hai Akela Lyrics, Singer & Song Details

Love Ke Liye Kuch Bhi Karega 2001 album cover

Love Ke Liye Kuch Bhi Karega 2001 Album Details

E Nivas
Vishal Bhardwaj
Abbas Tyrewala
Saif Ali Khan, Aftab Shivdasani, Sonali Bendre, Fardeen Khan, Twinkle Khanna, Jo

album songs
Dil Mera Dil Hai Akela
Singer : Udit Narayan

Dil Mera Dil Hai Akela Lyrics

Song Title= Dil Mera Dil Hai Akela
Movie/Album = Love ke liye kuch bhi karega 2001
Music Director = Vishal Bhardwaj
Lyrics = Abbas Tyrewala
Singer = Udit Narayan

Mp3 Song Lyrics

((Dil mera dil hai akela
Dhoondhe re dhoondhe re laila
Dil mera dil hai akela
Dhoondhe re dhoondhe re laila
Anju ki aankhon mein paro ki palko mein
Neha ke nakhre mein neena ke nakshe mein
Geeta ke gaalo mein bobby ke baalo mein
Shalu ki haay galiyon mein
Dil mera dil hai akela
Dhoondhe re dhoondhe re laila
Dil mera dil hai akela
Dhoondhe re dhoondhe re laila
Anju ki aankhon mein paro ki palko mein
Geeta ke gaalo mein bobby ke baalo mein
Shalu ki haay galiyon mein

Pooja pe pairon ki pooja karon
Dil bole kaamna duja karon
Radha ki raunak se raina saje
To apne aap hi bansi baje
Jyoti ki love main jalun
Chanchal ke sang chalun
Anju ki aankhon mein paro ki palko mein
Neha ke nakhre mein neena ke nakshe mein
Geeta ke gaalo mein
Shalu ki haay haay haay galiyon mein
Dil mera dil hai akela
Dhoondhe re dhoondhe re laila
Dil mera dil hai akela
Dhoondhe re dhoondhe re laila

Dhoondu anamika ke naam ko
Parwaana shama ka hoon shaam ko
Ruby ki pehnu anguthi mein
Baatein nahin karta hoon jhooti main
Sapna ke sapne boono
Seema mein simit rahun
Anju ki aankhon mein paro ki palko mein
Neha ke nakhre mein neena ke nakshe mein
Geeta ke gaalo mein
Shalu ki haay haay haay galiyon mein
Dil mera dil hai akela
Dhoondhe re dhoondhe re laila
Dil mera dil hai akela
Dhoondhe re dhoondhe re laila
Anju ki aankhon mein paro ki palko mein
Geeta ke gaalo mein bobby ke baalo mein
Shalu ki))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Mera Dil Hai Akela

Dil Mera Dil Hai Akela is a song from Love Ke Liye Kuch Bhi Karega 2001. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Abbas Tyrewala. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Love Ke Liye Kuch Bhi Karega 2001 album song list for more songs and album details.