Dil Mein Tujhe Bithake Lyrics, Singer & Song Details

Fakira 1976 album cover

Fakira 1976 Album Details

C.P. Dixit
Ravindra Jain
Raajkavi Indrajeet Singh Tulsi
Shashi Kapoor, Shabana Azmi, Asrani

album songs
Dil Mein Tujhe Bithake
Singer : Lata Mangeshkar

Dil Mein Tujhe Bithake Lyrics

Song Lyrics Title = Dil Mein Tujhe Bithake
Movie/Album Name = Fakira (1976)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Ravindra Jain
Lyricist(s) = Raajkavi Indrajeet Singh Tulsi

Mp3 Song Lyrics

((dil mein tujhe bithaake, kar lungi main band aankhen
pooja karungi teri, ho ke rahungi teri

main hi main dekhu tujhe piya aur na dekhe koi
ek pal bhi ye soch rahe na kis vidhi milna hoi
sabse tumhen bachaake, kar lungi main band aankhen
pooja karungi teri ...

na koi bandhan jagat ka koi pahara na deevaar
koi na jaane do deewane ji bhar kar le pyaar
kadmon mein tere aake, kar lungi main band aankhen
pooja karungi teri ...

tera hi mukh dekh ke piya raat ko main so jaaun
bhor bhai jab aankh khule to tere hi darshan paaun
tujhako gale lagaake, kar lungi main band aankhen
pooja karungi teri ... ))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Mein Tujhe Bithake

Dil Mein Tujhe Bithake is a song from Fakira 1976. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Raajkavi Indrajeet Singh Tulsi. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Fakira 1976 album song list for more songs and album details.