Dil Mein Sama Ke Lyrics, Singer & Song Details

Kanhaiya 1959 album cover

Kanhaiya 1959 Album Details

Om Prakash
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar

album songs
Dil Mein Sama Ke
Singer : Lata Mangeshkar

Dil Mein Sama Ke Lyrics

Song Title = Dil Mein Sama Ke
Movie/Album = kanhaiya (1959)
Singer = Lata Mangeshkar
Lyricist = Shailendra
Music Director = Shankar Jaikishan

Mp3 Song Lyrics

((sawan aawan kah gaye kar gaye kal ghane
ginte ginte khis gayi ungliyo ki reet
ho dil me samake milne na aye
kaise tum apne kaise paraye
ho dil me samake milne na aye
kaise tum apne kaise paraye
ho dil me samake

tujhe taro ne dekha tujhe chanda ne dekha
ek ham hi abhage tujhe hamne na dekha
mere saono me aye par aise na aye
ho dil me samake milne na aye
kaise tum apne kaise paraye
ho dil me samake milne na aye
kaise tum apne kaise paraye
ho dil me samake

tujhe ankhiya bulaye
ake milja kanhiya
haye ham kaise aye
mere naina lage na jabse naina lagaye
ho dil me samake milne na aye
kaise tum apne kaise paraye
ho dil me samake milne na aye
kaise tum apne kaise paraye
ho dil me samake..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Mein Sama Ke

Dil Mein Sama Ke is a song from Kanhaiya 1959. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Kanhaiya 1959 album song list for more songs and album details.