Dil Mein Lagi Lyrics, Singer & Song Details

Be Lagaam 1988 album cover

Be Lagaam 1988 Album Details

Naval Kishore
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Biswajeet, Rakesh Roshan, Jayshree T.

album songs
Dil Mein Lagi
Singer : Kavita Krishnamurthy,Mohd Aziz

Dil Mein Lagi Lyrics

Song Tilte = Dil Mein Lagi Hai
Movie/album = Be Lagaam (1988)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Naval Kishore
Music Label = T-Series
Release on = 22nd April, 1988

Mp3 Song Lyrics

((Hey dil mein lagi hai
Hey dil mein lagi hai
Kaisi meri jaan
Tujhako bhi pata chale,
Aaja bahon tale
Hey dil mein lagi hai,
Kaisi meri jaan
Tujhako bhi pata chale
Aaja bahon tale

Ho jara bekarari meri
Tere dil mein bhi toh dhadake
Jara mere tan ki jwala
Tere tann mein bhi bhadake
La la la aa ha ha ha la la la...
Ho jara bekarari meri
Tere dil mein bhi toh dhadake
Jara mere tan ki jwaala
Tere tann mein bhi bhadake
Tab maja hai iss jalan ka
Tu bhi isi mein jale
Hey dil mein lagi hai,
Kaisi meri jaan
Tujhako bhi pata chale
Aaja baahon tale

Ho mila hai bada tarsaake
Yeh tere milan ka mausam
Duwa kar kabhi na beete
Yeh khilate chaman ka mausam
Ho mila hai bada tarsaake
Yeh tere milan ka mausam
Duwa kar kabhi na beete
Yeh khilate chaman ka mausam
Phir kahin hum aise
Khoye dhundein khabar na mile
Hey dil mein lagi hai,
Kaisi meri jaan
Tujhako bhi pata chale
Aaja bahon tale

Ho kabhi na juda ho paaye
Aise jod le hum dono
Gale mil ik ik pal ka ras
Nichod le hum dono
La la la aa ha ha ha la la la...
Haay kabhi na juda ho paaye
Aise jod le hum dono
Gale mil ik ik pal ka
Ras nichod le hum dono
Pyaar aisa raat aisi haan
Phir mile na mile
La la la la la la..
Hey dil mein lagi hai,
Kaisi meri jaan
Tujhako bhi pata chale
Aaja bahon tale...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Dil Mein Lagi

Dil Mein Lagi is a song from Be Lagaam 1988. It is sung by Kavita Krishnamurthy,Mohd Aziz. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Be Lagaam 1988 album song list for more songs and album details.