Dil Mein Jigar Mein Lyrics, Singer & Song Details

Jung 2000 album cover

Jung 2000 Album Details

Sanjay Gupta
Anu Malik
Sameer
Sanjay Dutt, Jackie Shroff, Shilpa Shetty

album songs
Dil Mein Jigar Mein
Singer : Hema Sardesai, Kumar Sanu

Dil Mein Jigar Mein Lyrics

Song Title = Dil Mein Jigar Mein
Movie/album = Jung (2000)
Singers = Hema Sardesai, Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anu Malik
Director = Sanjay Gupta

Mp3 Song Lyrics

((Na baago na bahaaro mein
Na gunjo na guljaaro mein
Na rango na rukhsaaro mein
Na galiyo na bazaaro mein

Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam
Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam
Aankhon mein tu hai nindo mein tu hai
Khwabo mein tu hai teri kasam

Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam
Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam
Aankhon mein tu hai nindo mein tu hai
Khwabo mein tu hai teri kasam
Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam

Pyar mujhko kiya ha meri jaa sukariya ha
Main deewana hua ha tune ha kah diya ha
Jab se teri meri baat hoti nahi
Din gujarta nahi raat hoti nahi
Hotho pe tu hai baato mein tu hai
Wado mein tu hai teri kasam
Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam
Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam

Tera jadu chala ha yu asar kar gaya ha
Tere dildar ko bekhabar kar gaya ha
Na tujhe chain hai na hu main hosh mein
Kar na baithe khata hum kahi josh mein
Sine mein tu hai dhadkan mein tu hai
Yaado mein tu hai teri kasam
Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam
Dil mein jigar mein meri nazar mein
Chehra tera mere sanam
Aankhon mein tu hai nindo mein tu hai
Khwabo mein tu hai teri kasam..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Mein Jigar Mein

Dil Mein Jigar Mein is a song from Jung 2000. It is sung by Hema Sardesai, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Jung 2000 album song list for more songs and album details.