Dil Mein Ek Laher Lyrics, Singer & Song Details

Meri Awargi album cover

Meri Awargi Album Details

Meri Awargi
None
None
Meri Awargi

album songs
Dil Mein Ek Laher
Singer : Ghulam Ali

Dil Mein Ek Laher Lyrics

Song Lyrics = Dil Mein Ek Laher
Movie/Album Name = Meri Awargi
Singer = Ghulam Ali

Mp3 Song Lyrics

((Dil mein ek lehar si uThi hai abhi.
Koi taza hava chali hai abhi.

Shor barpa hai Khana-e-dil mein;
Koi divar si giri hai abhi.

Kuchh to nazuk mizaj hain ham bhi;
Aur ye choT bhi nayi hai abhi.

Bhari duniya mein ji nahien lagta;
jaane kis cheez ki kami hai abhi.

Tu shareek-e-suKhan nahien hai to kya;
Ham suKhan teri Khaamoshi hai abhi.

Yaad ke be nishaan jazeeroon se;
Teri aavaz aa rahi hai abhi.

Shehar ki be chiraaGh galiyoon mein;
Zindagi tujh ko DhuunDhti hai abhi.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Dil Mein Ek Laher

Dil Mein Ek Laher is a song from Meri Awargi. It is sung by Ghulam Ali. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Meri Awargi album song list for more songs and album details.