Dil Mein Dard Sa Lyrics, Singer & Song Details

Kranti 2002 album cover

Kranti 2002 Album Details

Naresh Malhotra
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Anand Bakshi
Vinod Khanna, Bobby Deol, Ameesha Patel

album songs
Dil Mein Dard Sa
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Dil Mein Dard Sa Lyrics

Song Title = Dil Mein Dard Sa
Movie/Album = KRANTI
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Naresh Malhotra
Music Label = Universal Music

Mp3 Song Lyrics

((Dil Mein Dard Sa Jaga Hai
Kaanta Sa Kahin Laga Hai
Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai
Dil Mein Dard Sa Jaga Hai
Kaanta Sa Kahin Laga Hai
Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai
Dil Mein Dard Sa Jaga Hai
Kaanta Sa Kahin Laga Hai
Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai

Zara Sa Jo Door Gaye To Daude Daude Paas Tumhaare Aa Gaye
Yaad Tumhaari Aaye Hamari Jaan Hi Na Le Jaaye
Chhup Jaao Tum Meri In Baahon Mein
Mar Ke Bhi Na Hum Bichde In Raahon Mein
Vaada Hum Ne Bhi Kiya Hai Vaada Tum Ne Bhi Kiya Hai
Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai
Dil Mein Dard Sa Jaga Hai
Kaanta Sa Kahin Laga Hai
Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai

Na Yeh Hum Jaane Na Tum Jaane Ek Duje Ke Hum Deewane
Likh Diye Pyaar Ne Aankhon Aankhon Mein Dil Ke Afsaane
Jab Mile Hai Hum Mile Hai Anjaanose
Ab Milenge Hum Lekin Deewanose
Hum Tum Mein Jo Silsila Hai Sara Shaher Jaanta Hai
Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai
Dil Mein Dard Sa Jaga Hai
Kaanta Sa Kahin Laga Hai
Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai
Dil Mein Dard Sa Jaga Hai
Kaanta Sa Kahin Laga Hai
Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Mein Dard Sa

Dil Mein Dard Sa is a song from Kranti 2002. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Kranti 2002 album song list for more songs and album details.