Dil Mein Baji Pyar Ki Lyrics, Singer & Song Details

Kohinoor 1960 album cover

Kohinoor 1960 Album Details

S U Sunny
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar, Meena Kumari

album songs
Dil Mein Baji Pyar Ki
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Dil Mein Baji Pyar Ki Lyrics

Song Title = Dil Mein Baji Pyar Ki
Movie/Album = Kohinoor (1960)
Singer = Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = S U Sunny
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((dil me baje pyar ki shahanaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya
aa gaye wo, aa gaye wo mit gayi tanhaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya

dur huya gam ka nasha
mujhko khushi mil gayi
jhum uthi duniya meri
dil ki kali khil gayi
dil mera lene laga angadaiya,
angadaiya, angadaiya
aa gaye wo, aa gaye wo mit gayi tanhaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya

aane laga dil ko maja unse mulakat ka
aane laga dil ko maja unse mulakat ka
aa din bhi mere rat meri dar mujhe kis bat ka
din bhi mere rat meri dar mujhe kis bat ka
sath hai mere meri parachhaiya, parachhaiya
aa gaye wo, aa gaye wo mit gayi tanhaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya

pyar bhare git mere lab pe hai aaye huye
pyar bhare git mere lab pe hai aaye huye
ek naya bhed mera dil hai chhupaye huye
ek naya bhed mera dil hai chhupaye huye
koi na samjhi gayi gaharaiya, gaharaiya
aa gaye wo, aa gaye wo mit gayi tanhaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya
dil me baje pyar ki shahanaiya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Mein Baji Pyar Ki

Dil Mein Baji Pyar Ki is a song from Kohinoor 1960. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Kohinoor 1960 album song list for more songs and album details.