Dil Mein Badi Badi Baten Lyrics, Singer & Song Details

Kahin Aar Kahin Paar 1971 album cover

Kahin Aar Kahin Paar 1971 Album Details

Maruti Rao
Ganesh
Shamsul Huda Bihari
Joy Mukherjee, Vimi, Helen

album songs
Dil Mein Badi Badi Baten
Singer : Asha Bhosle

Dil Mein Badi Badi Baten Lyrics

Song Title = Dil Mein Badi Badi Baten
Movie/album = Kahin Aar Kahin Paar (1971)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Director = Ganesh

Mp3 Song Lyrics

((Dil mein badi badi
Baate hai
Mujhe kehne do
Dil mein badi badi
Baate hai
Mujhe kehne do
Zindagi kahani hai
Paas aani jani hai
Aaj rut suhani hai
Dil mein badi badi
Baate hai
Mujhe kehne do

Badan ke gulab
Nazar ke sharab
Badan ke gulab
Nazar ke sharab
Layi hu main
Tune dekh nahi
Gham ke nazar
Uthao jara
Tumse sanam
Koi parda nahi
Zindagi kahani hai
Paas aani jani hai
Aaj rut suhani hai
Dil mein badi badi
Baate hai
Mujhe kehne do

Sitam hai sitam
Khuda ki kasam
Sitam hai sitam
Khuda ki kasam
Yeh berukhi main
To mar jaugi
Na dil ko karar na
Tumko karar
Tumhi kaho main
Kidhar jaugi
Zindagi kahani hai
Paas aani jani hai
Aaj rut suhani hai
Dil mein badi badi
Baate hai
Mujhe kehne do

Na dekho jara
Yeh sar jhuk gaya
Na dekho jara
Yeh sar jhuk gaya
Pehle nazar kabhi
Jhukti na thi
Bhut jhuk chuki
Asar kuch nahi
Patthar hai tu main
To samjhi na thi
Zindagi kahani hai
Paas aani jani hai
Aaj rut suhani hai
Dil mein badi badi
Baate hai
Mujhe kehne do...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Mein Badi Badi Baten

Dil Mein Badi Badi Baten is a song from Kahin Aar Kahin Paar 1971. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari . Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Kahin Aar Kahin Paar 1971 album song list for more songs and album details.