Dil Lena Khel Hai Dildar Lyrics, Singer & Song Details

Zamaane Ko Dikhana Hai 1982 album cover

Zamaane Ko Dikhana Hai 1982 Album Details

Nasir Hussain
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Padmini Kolhapure, Rishi Kapoor, Amjad Khan

album songs
Dil Lena Khel Hai Dildar
Singer : Rahul Dev Burman

Dil Lena Khel Hai Dildar Lyrics

Song Title = Dil Lena Khel Hai Dildar
Movie/Album = Zamaane Ko Dikhana Hai 1982
Singer(s) = Rahul Dev Burman
Music Director = Rahul Dev Burman
Lyrics = Majrooh Sultanpuri

Mp3 Song Lyrics

((dil lenaa khel hai dildaar kaa, o o, bhoole se naam na lo pyaar kaa
( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa
dekho mujhko dilvaaloN, haa
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2

vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa
arrey, vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa
arrey inki meeThi baaten ye matvaali aaNkhen
zahar hai pyaar kaa

dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa
dekho mujhko dilvaaloN, haa
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa

chorus = thaa gunchaa, haa
thaa gunchaa, jiyo jiyo
aisho biyo, haa
aisho biyo, jiyo jiyo
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey

RD = inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do
arrey, inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do
arrey kuchh bhi kar deevaane, rahenge ye anjaane
ronaa hai bekaar kaa..
oo.. dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa
pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa
dekho mujhko dilvaaloN, haa
khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2

chorus = yaar kaa yaar kaa yara kaa yaar kaa

yaar kaa yaar kaa yaar kaa...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dil Lena Khel Hai Dildar

Dil Lena Khel Hai Dildar is a song from Zamaane Ko Dikhana Hai 1982. It is sung by Rahul Dev Burman. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Zamaane Ko Dikhana Hai 1982 album song list for more songs and album details.