Dil Leke Jate Ho Kahan Lyrics, Singer & Song Details

O Tera Kya Kahna 1959 album cover

O Tera Kya Kahna 1959 Album Details

K Parvez
Anandj, Kalyanji
Indeevar
Mehmood, Chitra, Helen, Bhagwan, Kammo, Sheikh Mukhtar, Fazlu, Shyam Kumar, Renu

album songs
Dil Leke Jate Ho Kahan
Singer : Kamal Barot, Subir Sen

Dil Leke Jate Ho Kahan Lyrics

Song Title = Dil Leke Jate Ho Kahan
Movie/Album = O Tera Kya Kehna (1959)
Singers = Kamal Barot, Subir Sen
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Kalyanji Virji Shah
Director = K. Parvez
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

(( Dil leke jate ho kaha
Ham to khade hai yaha
Kya hai tumhara jisne pukara
Usi pe dene lage jaa
Dil leke jate ho kaha

Dekh reshmi bahe
Ham to bhul gaye rahe
Tadpa gayi bahka gayi
Teri nashili nigahe
Kapde saf dil mella
Banke phirte ho chhaila
Malum hai hame chal ye
Kyu jal rahe ho faila

Dil leke jate ho kaha
Ham to khade hai yaha
Kya hai tumhara jisne pukara
Usi pe dene lage jaa
Dil leke jate ho kaha

Aasman me badal
Jaise aankh me kajal
Kho jau mai so jua mai
Mere dil pe dal de aanchal
Jante hai jo badalna
Kam jinka hai chhalna
Unse aji
Achha yahi
Daman ko bachakar chalna

Dil leke jate ho kaha
Ham to khade hai yaha
Kya hai tumhara jisne pukara
Usi pe dene lage jaa
Dil leke jate ho kaha

Sun lo kahte hai tumse
Rutho na aji hamse
Ye husn ki sab shan hai
Ham dilwalo ke dam se
Tujhse pyar ho kaise
Eatbar ho kaise
Badle piya tera jiya
Mausan badalta jaise

Dil leke jate ho kaha
Ham to khade hai yaha
Kya hai tumhara jisne pukara
Usi pe dene lage jaa
Dil leke jate ho kaha
Dil leke jate ho kaha
Ham to khade hai yaha
Kya hai tumhara jisne pukara
Usi pe dene lage jaa
Dil leke jate ho kaha

Dil leke jate ho kaha...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dil Leke Jate Ho Kahan

Dil Leke Jate Ho Kahan is a song from O Tera Kya Kahna 1959. It is sung by Kamal Barot, Subir Sen. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the O Tera Kya Kahna 1959 album song list for more songs and album details.