Dil Le Le Dil Dede Lyrics, Singer & Song Details

Khiladi 420 2000 album cover

Khiladi 420 2000 Album Details

Neeraj Vora
Sanjeev, Darshan
Sameer
Akshay Kumar, Mahima Chaudhry, Gulshan Grover, Alok Nath

album songs
Dil Le Le Dil Dede
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik,

Dil Le Le Dil Dede Lyrics

Song Title = Dil Le Le Dil Dede
Movie/Album = Khiladi 420 (2000)
Singers = Abhijeet, Alka Yagnik
Music = Sanjeev-Darshan
Lyrics = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Dil Le Le Dil De De
Dil Le Le Dil De De
Aur Kuch Na Maange Deewana
Dil Le Le Dil De De
Aur Kuch Na Maange Deewana
Main Tera Ho Gaya, Tu Meri Ban Jaana Re
Main Tera Ho Gaya, Tu Meri Ban Jaana Re
Jaa Re Ja Deewane, Jaa Re Ja Deewane
Tu Ne Nahin Muj Ko Jaana
Jaa Re Ja Deewane
Tu Ne Nahin Muj Ko Jaana
Bewaja Pyaar Ka Na Bana Afsaana Re
Bewaja Pyaar Ka Na Bana Afsaana Re

Main Hoon Akeli Sadak Pe
Kyon Chedhta Hain Mujhe
Iski Saja Kya Milegi Aja Bata Du Tujhe
Tanha Kunwari Jawani Kaise Kategi Bata
Main Jo Gaya To Akeli Rahe Jaayegi Dil Ruba
Dil Mera Lut Ke, Yun Mujhe Ha Tadpana Re Tadpana Re

Janaa Meri Jane Jaana
Kehna Mera Maan Le
Tere Liye Main Bana Hoon
Mujko Tu Pehchaan Le Haan Haan
Peeche Mere Peeche Aana Peecha Mera Chod De
Haasil Na Kuch Hone Waala Apna Ye Dil Tod De
Ishq Ka Dard Se Tu Abi Anjana Re Anjana Re
Dil Le Le Dil De De
Aur Kuch Na Maange Deewana
Jaa Re Ja Deewane, Jaa Re Ja Deewane
Tu Ne Nahin Muj Ko Jaana
Main Tera Ho Gaya, Tu Meri Ban Jaana Re
Bewaja Pyaar Ka Na Bana Afsaana Re
Ban Jaana Re Afsaana Re Ban Jaana Re..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Le Le Dil Dede

Dil Le Le Dil Dede is a song from Khiladi 420 2000. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik,. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Sanjeev, Darshan. Read the lyrics above and view the Khiladi 420 2000 album song list for more songs and album details.