Dil Laga Kar Hum Male Lyrics, Singer & Song Details

Zindagi Aur Maut 1965 album cover

Zindagi Aur Maut 1965 Album Details

Nisar Ahmad Ansari
C Ramchandra
Shakeel Badayuni
Pradeep Kumar, Faryal Manmohan, N A Ansari, Anwar Hussan, Nasreen

album songs
Dil Laga Kar Hum Male
Singer : Mahendra Kapoor

Dil Laga Kar Hum Male Lyrics

Song Title = Dil Laga Kar Hum Male
Movie/Album = Zindagi Aur Maut (1965)
Singer = Mahendra Kapoor
Music Director =C. Ramchandra
Lyricists =Shakil Badauni

Mp3 Song Lyrics

((dil lagakar ham ye samajhe, zindagi kya chiz hai
dil lagakar ham ye samajhe, zindagi kya chiz hai
ishq kahte hai kise aur ashiqi kya chiz hai
dil lagakar ham ye samajhe

hay ye rukhsar ke shole, ye baahe marmari
hay ye rukhsar ke shole, ye baahe marmari
aapse milkar ye do bate, samajh me aa gayi
dhup kiska nam hai aur chandani kya chiz hai
dil lagakar ham ye samajhe

aapki shoki ne kya-kya, rup dikhlaye hame
aapki shoki ne kya-kya, rup dikhlaye hame
aapki ankho ne kya-kya, jam pilavaye hame
hosh kho baithe to jana, bekudi kya chiz hai
dil lagakar ham ye samajhe

aapki raho me jabse hamne rakha hai qadam
aapki raho me jabse hamne rakha hai qadam
hamko ye mahsus hota hai ki hai manzil pe ham
koi kya jane mohabbat ki khushi kya chiz hai
dil lagakar ham ye samajhe, zindagi kya chiz hai
dil lagakar ham ye samajhe))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dil Laga Kar Hum Male

Dil Laga Kar Hum Male is a song from Zindagi Aur Maut 1965. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: C Ramchandra. Read the lyrics above and view the Zindagi Aur Maut 1965 album song list for more songs and album details.