Dil Kya Hai Ek Sheisha Lyrics, Singer & Song Details

Lava 1985 album cover

Lava 1985 Album Details

Ravindra Peepat
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Raj Babbar, Dimple Kapadia, Asha Parekh

album songs
Dil Kya Hai Ek Sheisha
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Dil Kya Hai Ek Sheisha Lyrics

Song Title = Dil Kya Hai Ek Sheisha
Movie/Album = Lava (1985)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Ravindra Peepat
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ho ho hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge
Sargum ke phulo se sur
Sangeet banayenge
Jab chhayenge badal kale
Yad karenge dunia wale
Geet wo mohabbat wale
Gun gunayenge

Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge
Sargum ke phulo se sur
Sangeet banayenge
Jab chhayenge badal kale
Yad karenge dunia wale
Geet wo mohabbat wale
Gun gunayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge

Jab jab tumko pyar pukare
Tum aa jana paas hamare
Jab jab tumko pyar pukare
Tum aa jana paas hamare
Ab kya aana ab kya jana
Hum hardum hai sath tumhare
Pal bhar to hum ek duje
Se dur na jayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge

Sunte rahna hum bolenge
Kuchh mat kana hum bolenge
Sunte rahna hum bolenge
Kuchh mat kana hum bolenge
De tumko awaz koi
Tum chup rahna hum bolenge
Ek duje ke naam se
Humko log bulayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge

Jitna pyar kare hum kam hai
Pyar hai sagar dil sabnam hai
Jitna pyar kare hum kam hai
Pyar hai sagar dil sabnam hai
Kate chubhate hai sine me
Kaisa phulo ka mosam hai
Badal bhi barse to dil me
Aag lagayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge

Ab chhayenge badal kale
Yad karenge dunia wale
Geet wo mohabbat wale
Gun gunayenge
Hum tum dono milke
Dil ke geet banayenge
Sargum ke phulo se sur
Sangeet banayenge.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Kya Hai Ek Sheisha

Dil Kya Hai Ek Sheisha is a song from Lava 1985. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Lava 1985 album song list for more songs and album details.