Dil Ko Lagaake Huzoor Hum Lyrics, Singer & Song Details

Rukhsana 1955 album cover

Rukhsana 1955 Album Details

R C Talwar
Sajjad Hussain
Khumar Barabankvi
Kishore Kumar, Meena Kumari, Shammi, Kum Kum

album songs
Dil Ko Lagaake Huzoor Hum
Singer : Asha Bhosle, Mubarak Begum

Dil Ko Lagaake Huzoor Hum Lyrics

Song Title = Dil Ko Lagaake Huzoor Hum
Movie/album = Rukhsana (1955)
Singers = Asha Bhosle, Mubarak Begum
Song Lyricists = Khumar Barabankvi
Music Director = Sajjad Hussain
Director = R.C. Talwar

Mp3 Song Lyrics

((Dil ko laga ke huzoor
Huzoor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Dil ko laga ke huzoor

Zaalim nigaahon ne
Milke dagaa dee
Dil mein tumhaari ulfat basaa dee
Aankhon ka sab hai qusoor
Qusoor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Dil ko laga ke huzoor

Aaaa aaa aaa
Aaa aaa
Ham se waade kara
Aaa aaa
Ham se waade kara
Ghairon se mulaaqaatein kara
Jaan ham tum pe nichhawar karein
Tum khaaq karo
Ye to nahin dastoor
Dastoor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Dil ko laga ke huzoor

Kaam kar haathon se dil
Door se jalwaa dekhein
Jaan se jaayein ham
Aur aap tamaasha dekhein
Ho ho ho
Naa karo itna guroor
Guroor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Dil ko laga ke huzoor

Aankhein churaao ya daaman bachaao
Jitna bhi chaaho hamko rulaao
Chaahenge tumko zaroor
Zaroor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Ham to huye majboor
Majboor haay
Dil ko laga ke huzoor..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Ko Lagaake Huzoor Hum

Dil Ko Lagaake Huzoor Hum is a song from Rukhsana 1955. It is sung by Asha Bhosle, Mubarak Begum. Lyrics are credited to Khumar Barabankvi. Music information: Sajjad Hussain. Read the lyrics above and view the Rukhsana 1955 album song list for more songs and album details.