Dil Ki Umangen Hai Jawaan Lyrics, Singer & Song Details

Munimji 1955 album cover

Munimji 1955 Album Details

Subodh Mukherjee
Sachin Dev Burman
Shailendra
Dev Anand, Nalini Jaywant, Pran, Ameeta, Nazir Hussain

album songs
Dil Ki Umangen Hai Jawaan
Singer : Hemant Kumar, Geeta Dutt

Dil Ki Umangen Hai Jawaan Lyrics

Song Title = Dil Ki Umangein Hain Jawa
Movie/Album = Munimji 1955
Singer(s) = Hemant Kumar, Geeta Dutt, Pran
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Subodh Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((He = Dil Ki Umangein Hain Jawa
rang Mein Dooba Hai Sama
main Ne Tumhe Jeet Liya
haar Ke Dono Jaha

geeta = Aap Bhi Gaaiye Naa
kya Mushkil Hai Sargam Bataau

pa Ma Pa Dha Pa Ga Sa Pa
dil Ki Umangein Hain Jawa
gaaiye

praan = Dil Ki Umangein Hain Jawa
geeta = Bahut Achchhe
praan = Rang Mein Dooba Hai Sama
geeta = Waah Waah Waah

he = Dil Ki Umangein Hain Jawa
a Ha Ha Ha Ha Ha Ha
geeta = Gaaiye Gaaiye Gaaiye
praan = O Ho Ho Ho Ho Ho Ho
geeta = Kya Kahane

he = O~ O~ O~ O~ O~
sadiyon Purani Ye Zameen
hai Aaj Kitni Haseen
aata Nahi Hai Yakeen
hota Nahi Hai Bayaan

geeta = Aap Bhi Gaaiye
praan = Dil Ki Umangein Hain Jawa
rang Mein Dooba Hai Sama
geeta = Jiyo Jiyo
praan = Main Ne Tumhe Jeet Liya
he = Oon Hu, Main Ne Tumhein Jeet Liya
haar Ke Dono Jahaan
dil Ki Umangein Hain Jawa

bheege Nazaron Se Kaho
gaati Hawaon Se Kaho O O
jaati Bahaaron Se Kaho
ruk Jaaye Aaj Yahaan

dil Ki Umangein Hain Jawa

geeta = Gaaiye Na
kya Maza Aa Raha Hai
hoon Hoon Hoon
praan = Dil Ki Umangein Hain Jawa
rang Mein Dooba Hai Sama
he = Main Ne Tumhe Jeet Liya
haar Ke Dono Jaha
dil Ki Umangein Hain Jawa

he = O~ O~ O~ O~ O~
gee = Hoon Hoon Hoon
bechain Tanhaiya
leti Hain Angadaaiya
halki Si Shehanaiya
bajti Hain Jaane Kaha

gaaiye Na Ek Baar Aur

praan = Dil Ki Umangein Hain Jawa
rang Mein Dooba Hai Sama

he = Maine Tumhe Jeet Liya
haar Ke Donon Jaha

geeta = Aaiye Na Aap Bhi Naachiye

he, Geeta = Dil Ki Umangein Hain Jawa
rang Mein Dooba Hai Sama
he = Main Ne Tumhe Jeet Liya
geeta = Oon, Hu Main Ne Tumhe Jeet Liya
he, Geeta = Haar Ke Dono Jahaan ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dil Ki Umangen Hai Jawaan

Dil Ki Umangen Hai Jawaan is a song from Munimji 1955. It is sung by Hemant Kumar, Geeta Dutt. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Munimji 1955 album song list for more songs and album details.