Dil Ki Pehali Khwaahish Lyrics, Singer & Song Details

Haal E Dil 2008 album cover

Haal E Dil 2008 Album Details

Anil Devgan
Pritam Chakraborty
Shabbir Ahmed
Amita Pathak, Nakuul Mehta, Adhyayan Suman

album songs
Dil Ki Pehali Khwaahish
Singer : Raghav Sachar,Shaan, Shreya

Dil Ki Pehali Khwaahish Lyrics

Song Lyrics Title = Dil Ki Pehali Khwaahish
Song Lyrics Movie = Haal-E-Dil 2008
Singer = Raghav Sachar,Shaan, Shreya Ghoshal
Lyricist = Shabbir Ahmed
Music Director = Pritam Chakraborty
Film Director = Anil Devgan

Mp3 Song Lyrics

((kehate hai na kabhi na kabhi kahin na
kahin kisise pyaar jarur hota
koi na koi kahin na kahin kisike liye jarur bana hota hai
dil me pyar pyar ki chahat aur wahi
chaahat banti hai dil ki numaish

tu mere dil ki pehali khwaahish tu mere sapno ka jahaan
haan tu mere khaabon ki manjil hai mere armaano ki daastaan
mehfuz rakhunga palkon mein inn lamhon ke yeh silsile
har pal teri dilbar teri yaad mein
baitha rahunga tere khaab mein
fariyaad karati hai jindagi aawaaz karati yeh dillagi
umeed ka inteha hasrat na banake reh jaaye

dil mein base ho tum najaron mein tum
meri aarju ki gehrayiyon mein tum
baahon ke darmiya saanson ne kuchh kaha
yaadon ki daastaan ab kar rahi hai bayaan
chhod na jaana mujhe manjil ki raah pe
meri manjil toh hai dil ki khwaaish

tu mere dil ki pehali khwaahish tu mere sapano ka jahaan
haan betaab dil kehta hai mere dil mein aa bas ja
khaamosh si yeh duwa jaane kya asar kar jaaye
madhosh si yeh fiza baahon mein apne bulaaye

palkon me aake pighal gaye ehsaas rangon mein khul gaye
saanson ko manjil mil gayi baaton ko manjil bata de
ab tum meri ho sirf meri meri bandagi meri ibaadat
aur iss ibaadat ki roshani mein
nazar aa raha hai tumhaara chehara
chehara jo meri duwaao mein bas chuka hai
aur ab tum ban chuki ho meri khwaaish

tu mere dil ki pehali khwaahish tu mere sapano ka jahaan
haan tu mere khaabon ki manjil hai mere armaano ki daastaan
tu mere khaabon ki manjil hai mere armaano ki daastaan...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ki Pehali Khwaahish

Dil Ki Pehali Khwaahish is a song from Haal E Dil 2008. It is sung by Raghav Sachar,Shaan, Shreya. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Haal E Dil 2008 album song list for more songs and album details.