Dil Ki Nazar Se Lyrics, Singer & Song Details

Anari 1959 album cover

Anari 1959 Album Details

Hrishikesh Mukherjee
Jaikishan , Shankar
Hasrat Jaipuri
Raj Kapoor, Nutan, Motilal

album songs
Dil Ki Nazar Se
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh

Dil Ki Nazar Se Lyrics

Title = Dil ki Nazar Se
Movie/Album Name = ANARI
Singer(s) = MUKESH, LATA MANGESHKAR
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Hrishikesh Mukherjee
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Dil ki nazar se, nazaron ki dil se
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de

Seene se uthkar, honton pe aaya
yye geet kiska, ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de, dil ke nazar se...

(Kyon bekhabar, yoon kheenchi si chali jaa rahi main
Ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main)-2
Kuch kho raha hai, Kuch mil raha hai
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai

Koi hamein bataa de, dil ki nazar se ..

(Ham kho chale, chaand hai ya koi jaadugar hai
Yaa, madbhari, ye tumhari nazar ka asar hai)-2
Sab kuch hamara, ab hai tumhara
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de, dil ki nazar se ..

(Aakaash mein, ho rahen hain ye kaise ishaare
Kya, dekh kar, aaj hain itne khush chaand taare)-2
Kyon tum paraaye, dil mein samaaye
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai

Koi hamein bataa de, dil ki nazar se ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Dil Ki Nazar Se Video

About Dil Ki Nazar Se

Dil Ki Nazar Se is a song from Anari 1959. It is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan , Shankar. Read the lyrics above and view the Anari 1959 album song list for more songs and album details.