Dil Ki Lagi Ko Chhupaon Lyrics, Singer & Song Details

Waris 1969 album cover

Waris 1969 Album Details

Ramanna
Rahul Dev Burman
Rajendra Krishan
Jeetendra, Hema Malini, Prem Chopra, Kamini Kaushal, Aruna Irani, Mehmood

album songs
Dil Ki Lagi Ko Chhupaon
Singer : Lata Mangeshkar

Dil Ki Lagi Ko Chhupaon Lyrics

Song Title = Dil Ki Lagi Ko Chhupaon
Movie/album = Waris (1969)
Singers = Lata Mangeshkar
Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Ramanna

Mp3 Song Lyrics

((Dil ki lagi ko chhupaon kaise
Shola jo bhadke dabau keise
Baho mein teri mein aau kaise
Ho ho dil ki lagi ko chhupaon kaise
Shola jo bhadke dabau keise
Baho mein teri mein aau kaise
Dil ki lagi ko chhupaon kaise

Meri sanso mein teri hi khusbu hai
E meri jaan e bahar
Mere hi nagmein gata hai har dum
Mere dil ka deedar
Meri sanso mein teri hi khusbu hai
E meri jaan e bahar
Mere hi nagmein gata hai har dum
Mere dil ka deedar
Aa ja aa bhi ja gale se lagalu
Sapna banake mein aankho mein chhupalu
Dil ki lagi ko chhupaon kaise
Shola jo bhadke dabau keise
Baho mein teri mein aau kaise
Dil ki lagi ko chhupaon kaise

Mere khayalo mein aayega
Koi bhi aur na tere siwa
Meri mohabbat sun na sakegi
Aur kisi ki sada
Mere khayalo mein aayega
Koi bhi aur na tere siwa
Meri mohabbat sun na sakegi
Aur kisi ki sada
Aa ja aa bhi ja gale se lagalu
Sapna banake mein aankho mein chhupalu
Dil ki lagi ko chhupaon kaise
Shola jo bhadke dabau keise
Baho mein teri mein aau kaise
Ho ho dil ki lagi ko chhupaon kaise))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ki Lagi Ko Chhupaon

Dil Ki Lagi Ko Chhupaon is a song from Waris 1969. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Waris 1969 album song list for more songs and album details.