Dil Ki Lagi Aesi Lagi Lyrics, Singer & Song Details

Charandas 1977 album cover

Charandas 1977 Album Details

B.S. Thapa
Rajesh Roshan
Rajendra Krishan
Amitabh Bachchan, Dharmendra, Sunil Dutt

album songs
Dil Ki Lagi Aesi Lagi
Singer : Asha Bhosle

Dil Ki Lagi Aesi Lagi Lyrics

Song Title = Dil Ki Lagi Aisi Lagi
Song Lyrics Movie = Charandas 1977
Singer =Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = B.S. Thapa
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((dil ki lagi aisi lagi
ab to sanam bujhti nahi
dil ki lagi aisi lagi
ab to sanam bujhti nahi
mithi chubhan re sachi lagan re
mithi chubhan re sachi lagan re
teri kasam chupti nahi

bato bato me kya hua dil machal gaya
bato bato me kya hua dil machal gaya
dekha jo tumne mujhko to
phir sambhal gaya
bhul gayi mai sari dunia
ek tere siwa
jadu sa ankho ka tera aisa chal gaya
bole bole dole dil mera
ab ye tadap si rukti nahi
dil ki lagi re aisi lagi
dil ki lagi aisi lagi
ab to sanam bujhti nahi

suni suni si mahfil
phir meri hui jawan
jage phir angadayi leke
dil ke armaa
ek nayi jannat si mujhko
dekho aaj mili
dard ki manjil piche rah gayi
jane ab kaha
dekho dekho jan liya
dunia ne man liya
preet kabhi bhi jukti nahi
dil ki lagi aisi lagi
ab to sanam bujhti nahi
mithi chubhan re sachi lagan re
mithi chubhan re sachi lagan re
teri kasam chupti nahi..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ki Lagi Aesi Lagi

Dil Ki Lagi Aesi Lagi is a song from Charandas 1977. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Charandas 1977 album song list for more songs and album details.