Dil Ki Is Dehleez Female Lyrics, Singer & Song Details

Kabhie Ajnabi The 1985 album cover

Kabhie Ajnabi The 1985 Album Details

Vijay Singh
Vijay Singh
Dev Kohli
Ramesh Deo, Seema Deo, Poonam Dhillon

album songs
Dil Ki Is Dehleez Female
Singer : Lata Mangeshkar

Dil Ki Is Dehleez Female Lyrics

Song Title = Dil Ki Is Dehleez Tak (Female)
Movi/Album = Kabhie Ajnabi The (1984)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Composer = Vijay Singh
Director = Vijay Singh

Mp3 Song Lyrics

((Dil ki is dahleez tak
Jo mehman banake aaye
Jo mehman banake aaye
Sham ki tanhayiyo mein
Unaki ulfat ke yeh saye
Pyar kaa tufan laaye

Dil ki is dahleez tak
Jo mehman banake aaye
Jo mehman banake aaye

Chand yaado ka abb sahara hai
Pyar kaa dard bhi ghawara hai
Saath kisi ke jo bite the,
Woh lamhe the khwaabo ke
Kushanuma sapana tha koyi,
Neend mein ham muskuraye,
Ham muskuraye
Sham ki tanhayiyo mein
Unaki ulfat ke yeh saye
Pyar kaa tufan laaye

Dil ki is dahleez tak
Jo mehman banake aaye
Jo mehman banake aaye

Raat ghumsum hai aasman chup hai,
Dard mein dubi kehkasha chup hai
Raat kaa rahi chand akela,
Apne safar mein hai tanaha
Raat ke khwaabo mein shayad,
Koyi subah muskuraye,
Subah muskuraye
Sham ki tanhayiyo mein
Unaki ulfat ke yeh saye
Pyar kaa tufan laaye

Dil ki is dahleez tak
Jo mehman banake aaye
Jo mehman banake aaye
Jo mehman banake aaye
Jo mehman banake aaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ki Is Dehleez Female

Dil Ki Is Dehleez Female is a song from Kabhie Ajnabi The 1985. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Vijay Singh. Read the lyrics above and view the Kabhie Ajnabi The 1985 album song list for more songs and album details.