Dil Ki Dil Mein Hi Lyrics, Singer & Song Details

Chakori 1949 album cover

Chakori 1949 Album Details

Ram Narayan Dave
Hansraj Behl
Mulkraj Bhakri
Nalini Jaywant, Manorama, Bharat Bhushan, Cuckoo, Randhir, Om Prakash

album songs
Dil Ki Dil Mein Hi
Singer : Mohammed Rafi

Dil Ki Dil Mein Hi Lyrics

Song Title = Dil Ki Dil Mein Hi Rahi
Movie/album = Chakori (1949)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Mulkraj Bhakri
Music Composer = Hansraj Behl
Director = Ram Narayan Dave
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dil ki dil mein hi rahi
Baat na hone payi
Mulakat ho na payi
Dil ki dil mein hi rahi
Baat na hone payi
Aur kya jalte
Mulaqat na hone payi
Dil ki dil mein hi rahi

Khelte dil se rahe
Haye samjh ke khilona
Khelte dil se rahe
Haye samjh ke khilona
Chal diye tod ke dil
Baat sochi thi jo
Wo baat na hone payi
Aur kya jalte
Mulaqat na hone payi
Dil ki dil mein hi rahi

Samjhe apna tha jinhe
Wo na hue mere apne
Wo na hue mere apne
Samjhe apna tha jinhe
Wo na hue mere apne
Wo na hue mere apne
Dekha karti thi main jis
Raat ke haye sapne
Haye takdir ke
Mulaqat na ho payi
Aur kya jalte
Mulaqat na hone payi
Dil ki dil mein hi rahi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ki Dil Mein Hi

Dil Ki Dil Mein Hi is a song from Chakori 1949. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Mulkraj Bhakri. Music information: Hansraj Behl. Read the lyrics above and view the Chakori 1949 album song list for more songs and album details.