Dil Ki Dhadkan Kehti Hai Lyrics, Singer & Song Details

Mohabbat 1997 album cover

Mohabbat 1997 Album Details

Reema Rakesh Nath
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Madhuri Dixit, Akshay Khanna, Sanjay Kapoor

album songs
Dil Ki Dhadkan Kehti Hai
Singer : Kavita, Udit Narayan

Dil Ki Dhadkan Kehti Hai Lyrics

Song Title = Dil Ki Dhadkan Kehti Hai
Movie/Album = Mohabbat (1997)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Reema Rakesh Nath

Mp3 Song Lyrics

((Dil ki dhadkan kehti hai
Tees si dil mein rehti hai
Dil hi dil mein pyar kiya
Par na kabhi izhaar kiya
Aaj saaf saaf ye kehne hai
Aaj saaf saaf ye kehne hai
Tere dil mein mujhe rehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai

Dil ki dhadkan kehti hai
Tees si dil mein rehti hai
Dil hi dil mein pyar kiya
Par na kabhi izhaar kiya
Aaj saaf saaf ye kehne hai
Aaj saaf saaf ye kehne hai
Tere dil mein mujhe rehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai

Main tera deewana
Kaise na ikarar karu
Aa meri baaho mein
Janeman deedar karu
Aankhe to jaagi hai
Ye dil mein soyi hu
Palkho mein sapne hai
Yaado mein khoyi hu
Dard na koi ab sehna hai
Dard na koi ab sehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai

Hamne jo rang bhara
Chahat ki tasveer bani
Do saanse ek hue
Mein teri takdeer bani
Ho duniya ko bhul gaya
Maine subah ko sham likha
Hotho se hotho pe
Pehli wafa ka naam likha
Pyar tera mera gehna hai
Pyar tera mera gehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai

Dil ki dhadkan kehti hai
Tees si dil mein rehti hai
Dil hi dil mein pyar kiya
Par na kabhi izhaar kiya
Aaj saaf saaf ye kehne hai
Aaj saaf saaf ye kehne hai
Tere dil mein mujhe rehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai
Tere dil mein mujhe rehna hai...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dil Ki Dhadkan Kehti Hai

Dil Ki Dhadkan Kehti Hai is a song from Mohabbat 1997. It is sung by Kavita, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Mohabbat 1997 album song list for more songs and album details.