Dil Ki Betabiyan Le Chale Lyrics, Singer & Song Details

Raaka 1965 album cover

Raaka 1965 Album Details

Kedar Kapoor
Datta Naik
Asad Bhopali
Dara Singh, Mumtaz, K N Singh, Ganga, Parveen Paul, Kamal Mehra, Shyam Kumar

album songs
Dil Ki Betabiyan Le Chale
Singer : Lata Mangeshkar

Dil Ki Betabiyan Le Chale Lyrics

Song Title = Dil Ki Betabiyan Le Chale
Movie/Album = Raaka (1965)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Composer = Datta Naik
Director = Kedar Kapoor

Mp3 Songs Lyrics

((Dil ki betabiya
Le chali hai vaha
Zindagi hai jaha
Hale dile pucho na
Dil ki betabiya
Le chali hai vaha
Zindagi hai jaha
Hale dile pucho na
Dil ki betabiya

Unke aage jab jaungi
Nain jukenge sharmaungi
Unke aage jab jaungi
Nain jukenge sharmaungi
Baat karungi baat na hogi
Koi sakhi bhi sath na hogi
Dil ki betabiya
Le chali hai vaha
Zindagi hai jaha
Hale dile pucho na
Dil ki betabiya

Jab vo kahenge paas to aao
Kuch bolo ji yu na lajao
Jab vo kahenge paas to aao
Kuch bolo ji yu na lajao
Fir to kya kya unse kahungi
Mai unki hu unki rahungi
Dil ki betabiya
Le chali hai vaha
Zindagi hai jaha
Hale dile pucho na
Dil ki betabiya

Dono taraf se sikhve honge
Kasme hongi vade honge
Dono taraf se sikhve honge
Kasme hongi vade honge
Dil se dil ka sauda hoga
Aur na jane kya kya hoga
Dil ki betabiya
Le chali hai vaha
Zindagi hai jaha
Hale dile pucho na
Dil ki betabiya
Le chali hai vaha
Zindagi hai jaha
Hale dile pucho na
Dil ki betabiya....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Ki Betabiyan Le Chale

Dil Ki Betabiyan Le Chale is a song from Raaka 1965. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Asad Bhopali. Music information: Datta Naik. Read the lyrics above and view the Raaka 1965 album song list for more songs and album details.