Dil Kehta Hai Lyrics, Singer & Song Details

Akele Hum Akele Tum 1995 album cover

Akele Hum Akele Tum 1995 Album Details

Mansoor Khan
Anu Malik
Majrooh Sultanpuri
Aamir Khan, Manisha Koirala, Master Adil

album songs
Dil Kehta Hai
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Dil Kehta Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Dil kehta hai chal unse mil
Song Lyrics Movie/Album Name = AKELE HUM AKELE TUM
Singer(s) = KUMAR SANU AND ALKA YAGNIK
Music Director(s) = Anu Malik
Lyricist(s) = Majrooh Sultanpuri


Song Lyrics

--MALE--
((Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai

--FEMALE--
Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai

Hum jab se hain judaa, ae mere hum nasheen
Yun dekho to mere daaman mein kya nahin
Daulat ka chaand hai shohrat ki chaandni
Magar tumhe khoke lage hai mujhe aisa
Ke tum nahin to kuch bhi nahin
Tum kya jaano ab hum kitna
Dil hi dil mein pachtaate hai
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai

--MALE--
Voh din the kya haseen, dono the saath mein
Aur baahein aap ki thi mere haath mein
Tum hi tum hai sanam mere din raat mein
Par itni bulandi pe tum ho meri jaan
Aaye na daaman ab haath mein
Paana tumko mumkin hi nahin
Soche bhi to hum ghabraate hai
Dil humko kabhi samjhaata hai
Hum dil ko kabhi samjhaate hai

--FEMALE--
Dil kehta hai chal unse mil
Uthte hain kadam, ruk jaate hain - 2

--MALE--
Uthte hain kadam, ruk jaate hain..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Dil Kehta Hai Video

About Dil Kehta Hai

Dil Kehta Hai is a song from Akele Hum Akele Tum 1995. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Akele Hum Akele Tum 1995 album song list for more songs and album details.