Dil Ke Aasamaan Pe Lyrics, Singer & Song Details

Romance 1983 album cover

Romance 1983 Album Details

Ramanand Sagar
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Kumar Gaurav, Poonam Dhillon, Shammi Kapoor, Sushma Seth, Saeed Jaffrey

album songs
Dil Ke Aasamaan Pe
Singer : Amit Kumar, Lata Mangeshkar

Dil Ke Aasamaan Pe Lyrics

Song Title = Dil Ke Aasamaan Pe
Movie/album = Romance (1983)
Singers = Amit Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ramanand Sagar

Mp3 Song Lyrics

((Dil ke aasman pe gam ki ghata chhayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi
Dil ke aasman pe gam ki ghata chhayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi
Teri yaad me sari duniya bhulayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi

Aa gaya phulo ke khilne ka mosam
Duniya ke aashiqo ke milne ka mosam
Aa gaya phulo ke khilne ka mosam
Duniya ke aashiqo ke milne ka mosam
Apne nasibo me hai kyu ye judayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi
Teri yaad me sari duniya bhulayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi

Log kahe to mai ye jan gawa du
Kaise labo se tera naam mita du
Log kahe to mai ye jan gawa du
Kaise labo se tera naam mita du
Mujhse na hogi kabhi ye bewafayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi
Teri yaad me sari duniya bhulayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi

Mot ke kadmo pe hum ghir padenge
Hum do akele kis kis se ladenge
Mot ke kadmo pe hum ghir padenge
Hum do akele kis kis se ladenge
Pyar ki dushman hai ye sari khudayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi
Teri yaad me sari duniya bhulayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi
Aayi aayi, aayi teri yaad aayi..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Ke Aasamaan Pe

Dil Ke Aasamaan Pe is a song from Romance 1983. It is sung by Amit Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Romance 1983 album song list for more songs and album details.