Dil Ka Haal Sune Lyrics, Singer & Song Details

Bombay To Bangkok 2008 album cover

Bombay To Bangkok 2008 Album Details

Nagesh Kukunoor
Ronnie Shirish
Mir Ali Husain
Shreyas Talpade, Lena Christensen

album songs
Dil Ka Haal Sune
Singer : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan

Dil Ka Haal Sune Lyrics

Song Lyrics Title = Dil Ka Haal Sune Dil Wala
Song Lyrics Movie = Bombay To Bangkok (2008)
Singers = Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Mir Ali Husain
Music Director = Ronnie Shirish
Director = Nagesh Kukunoor
Music Label = Eros Music
Release on = 11th January, 2008

Mp3 Song Lyrics

((Dil Ka Haal Sune Dil Waala
Seedhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kehke Rahega Kehne Waala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala
Chhote Se Ghar Mein Gareeb Ka Beta
Main Bhi Hu Maan Ke Naseeb Ka Beta - 2
Ranj-o-gham Bachpan Ke Saathi
Aandhiyo Mein Jali Jeewan Baati
Bhukh Ne Hain Bade Pyaar Se Paala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala

(haay Karu Kya Surat Aisi,
Gaanthhke Poore Chor Ke Jaisi) - 2
Chalta Phirta Jaanke Ek Din,
Bina Dekhe Pehchaan Ke Ek Din
Baandhke Le Gaya Pulis Waala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala

Budhhe Daaroga Ne Chashme Se Dekha -2
Aage Se Dekha Peechhe Se Dekha,
Upar Se Dekha Neeche Se Dekha
Bola Ye Kya Kar Baithhe Ghotaala,
Haay Ye Kya Kar Baithhe Ghotaala
Ye To Hai Thaanedaar Ka Saala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala

Gham Se Abhi Azaad Nahi Main
Khush Magar Aabaad Nahi Main -2
Manzil Mere Paas Khadi Hai,
Paau Mein Lekin Bedi Padi Hai
Taanga Deta Hai Daulat Waala,
Dil Ka Haal Sune Dil Waala

Sun Lo Magar Ye Kisi Se Na Kehna
Tinke Ka Leke Sahaara Na Behna -2
Bin Mausammal Haar Na Gaana,
Aadhi Raat Ko Machchil Laana
Varna Pakad Lega Pulis Waala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ka Haal Sune

Dil Ka Haal Sune is a song from Bombay To Bangkok 2008. It is sung by Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Mir Ali Husain. Music information: Ronnie Shirish. Read the lyrics above and view the Bombay To Bangkok 2008 album song list for more songs and album details.