Dil Ka Diya Jalaya Lyrics, Singer & Song Details

Koel 1959 album cover

Koel 1959 Album Details

Masud Pervaiz
None
None
Allauddin, Mohammad Hanif Azad, Ghulam Mohammed

album songs
Dil Ka Diya Jalaya
Singer : Noorjahan

Dil Ka Diya Jalaya Lyrics

Song Title = Dil Ka Diya Jalaya
Movie/album = Koel 1959
Singer = Noorjahan

Mp3 Song Lyrics

((dil ka diya jalaya, maine dil ka diya jalaya
tujhko kahee na paya - (2)

kahee na behala dil bechara, kahee mila na mujhko sahara
aas ke tare dube sare ghor andhera chhaya
tujhko kahee na paya
dil ka diya jalaya, maine dil ka diya jalaya

bit gaya hai ek jamana, kahee mila na teraa thikana
tak tak hare nain bechare, kuchh bhee najar na aaya
tujhko kahee na paya

tujhko kahee na paya, (dil ka diya jalaya -2)

maine dil ka diya bujhaya ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ka Diya Jalaya

Dil Ka Diya Jalaya is a song from Koel 1959. It is sung by Noorjahan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Koel 1959 album song list for more songs and album details.