Dil Ka Darwaza Lyrics, Singer & Song Details

Main Khiladi Tu Anari 1994 album cover

Main Khiladi Tu Anari 1994 Album Details

Sameer Malkan
None
None
Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shilpa Shetty, Raageshwari, Shakti Kapoor, Kader Kh

album songs
Dil Ka Darwaza
Singer : Alka Yagnik

Dil Ka Darwaza Lyrics

Song Title = Dil Ka Darwaza
Movie/Album = Main Khiladi Tu Anari (1994)
Singer(s) = Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((dil ka darwaja khula hai raja, raja, raja, raja
aath roj kee too chhutti leke aaja, aaja, aaja, aaja
(dil ka darwaja khula hai raja
aath roj kee too chhutti leke aaja) - (2)

naya somvar aayega sath tere
mere hath me honge phir hath tere
manayenge mangal ko jungle me mangal
toh budh tak chalega yeh mangal ka dangal - (2)
mm, maja somras ka mujhe bhee jaga ja, aaja aaja aaja
pada hai jo parda woh aake utha ja, aaja aaja aaja
(dil ka darwaja khula hai raja
aath roj kee too chhutti leke aaja) - (2)

naye gur guruvar ke seekh le na
oh, hunar mujhse kuchh pyar ke sikh le na
bada shukr phir shukravar abb na hoga
toh pura hamara koi sapna hoga - (2)
han han, toh iss bar meraa vrat bhee chhuda ja, aaja aaja aaja
tujhe pyar kar karke kar dungee taja, aaja aaja aaja
(dil ka darwaja khula hai raja
aath roj kee too chhutti leke aaja) - (2)

shanivar kee rat bharee padegee
mohabbat kee gadi se gadi ladegee
ravivar ko apna paigam hoga
ke chhutti ke bin bhee bahut kam hoga - (2)
haye meree saton rate suhagan bana ja, aaja aaja aaja
manayenge khushiyan bajayenge baja, aaja aaja aaja
(dil ka darwaja khula hai raja
aath roj kee too chhutti leke aaja) - (2)))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Ka Darwaza

Dil Ka Darwaza is a song from Main Khiladi Tu Anari 1994. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Main Khiladi Tu Anari 1994 album song list for more songs and album details.