Dil Ka Dard Na Jaane Lyrics, Singer & Song Details

Naujawan 1951 album cover

Naujawan 1951 Album Details

Mahesh Kaul
Sachin Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Premnath, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Kamal Mehra, Zeb Qureshi, Cuckoo, S

album songs
Dil Ka Dard Na Jaane
Singer : Lata Mangeshkar

Dil Ka Dard Na Jaane Lyrics

Song Title = Dil Ka Dard Na Jaane
Movie/album = Naujawan (1951)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Mahesh Kaul

Mp3 Song Lyrics

((Jiya jaye jiya jaye piya aaja
Jiya jaye piya aaja
Dil ka dard na jaane
Duniya jaane dil tadpana
Pyar ke do bolo ke badle
Dushman hua zamana
Haye re haye dushman hua zamana
Dil ka dard na jaane
Duniya jaane dil tadpana

Ummid ne thokar khayi hai
Dil deke judaai payi hai
Tera gham hai meri tanhayi hai
Pehle se na tha ye jana
Pehle se na tha ye jana
Ke dil ka aana khudi se jana
Haye re haye dushman hua zamana
Dil ka dard na jane
Duniya jane dil tadpana
Pyar ke do bolo ke badle
Dushman hua zamana
Haye re haye dushman hua zamana
Dil ka dard na jane
Duniya jane dil tadpana

Aankho me jo aansu aayenge
Tasvir teri dikhlayenge
Hum tham ke dil rah jayenge
Pehle se na tha ye jana
Pehle se na tha ye jana
Ke dil ka aana khudi se jana
Haye re haye dushman hua zamana
Dil ka dard na jane
Duniya jane dil tadpana
Pyar ke do bolo ke badle
Dushman hua zamana
Haye re haye dushman hua zamana
Dil ka dard na jane
Duniya jane dil tadpana
Dil ka dard na jane
Duniya jane dil tadpana
Jiya jaye jiya jaye piya aaja
Jiya jaye piya aaja.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dil Ka Dard Na Jaane

Dil Ka Dard Na Jaane is a song from Naujawan 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Naujawan 1951 album song list for more songs and album details.