Dil Jo Na Keh Saka Lyrics, Singer & Song Details

Bheegi Raat 1965 album cover

Bheegi Raat 1965 Album Details

Kalidas
Roshan
Majrooh Sultanpuri
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar

album songs
Dil Jo Na Keh Saka
Singer : Mohammed Rafi

Dil Jo Na Keh Saka Lyrics

Song Lyrics = Dil Jo Na Keh saka
Song Lyrics Movie or Album = Bheegi Raat
Singer(s) = Mohammad Rafi
Music By = Roshan
Lyricist = Majrooh Sultanpuri

Mp3 Song Lyrics

((Dil Jo Na Kehesaka, Vohi Raaz-e-dil,
kehene Ki Raat Aayi..

naghma Sa Koi Jaag Utha Badan Mein,
jhankar Ki Si Thar-thari Hai Tan Mein,(2)
ooo.. Mubarak Tumhein,
kisi Ki Larazti Si Bahon Mein,
rehne Ki Raat Aayi..
dil Jo Na Kehesaka.

touba Yeh Kisane Anjuman Sajake,
tukde Kiye Hein Guncha-e-wafa Ke, (2)
ooo.. Uchalon Gulon Ke Tukde,
ke Rangin Fizavon Mein,
rehene Ki Raat Aayi..

chaliye Mubarak, Jashn Dosti Ka,
daaman Tho Thama, Aapne Kisi Ka, (2)
hamen Tho Khushi Yahi Hai,
tumeh Bhi Kisi Ko Apna,
kehene Ki Raat Aayi..

saagar Utavo, Dil Ka Kisko Gam Hai,
aaj Dil Ki Queemat, Jaam Se Bhi Ham Hai, (2)
piyo Chahe Khoon-e-dil Ho,
ke Pite Pilaate Hi,
rehene Ki Raat Aayi..

dil Jo Na Kehesaka, Vohi Raaz-e-dil,
kehene Ki Raat Aayi..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Dil Jo Na Keh Saka Video

About Dil Jo Na Keh Saka

Dil Jo Na Keh Saka is a song from Bheegi Raat 1965. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Roshan. Read the lyrics above and view the Bheegi Raat 1965 album song list for more songs and album details.