Dil Gaya Dil Ka Lyrics, Singer & Song Details

Qawwali Ki Raat 1964 album cover

Qawwali Ki Raat 1964 Album Details

Durgesh Kumar, P L Santoshi
Iqbal Qureshi
Shewan Rizvi
Mumtaz, Kanwaljit Singh, Aruna Irani

album songs
Dil Gaya Dil Ka
Singer : Asha Bhosle, Manna Dey

Dil Gaya Dil Ka Lyrics

Song Title = Dil Gaya Dil Ka
Movie/Album = Qawwali ki Raat (1964)
Singer = Asha Bhosle, Manna Dey, Mohammed Rafi, S Balbir, Mubarak
Begum, Suman Kalyanpur
Lyricist = Shewan Rizvi
Music Director = Iqbal Qureshi
Director = Durgesh Kumar, Santosh

Mp3 Songs Lyrics

((dil gaya dil ka aetbar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya

o ho iski abharu hai tere hath
iski abharu hai tere hath
dekh le mehfil me khul na jaye ghat
dekh apna koi akhtiyar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya

ramjha phul ke na khilne me
ramjha phul ke na khilne me
look tha aapke na milne me
aaj se lut ke intzar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya

humko aadat nahi machalne ki
humko aadat nahi machalne ki
koi surat nahi bahlne ki
koi surat nahi bahlne ki
bewafa kar ke dil karar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya

ab na khasti na ab kinara hai
ab na khasti na ab kinara hai
ab khuda ka hi ek sahara hai
na khuda bich me taar gaya hai
dil gaya dil ka aetbar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Gaya Dil Ka

Dil Gaya Dil Ka is a song from Qawwali Ki Raat 1964. It is sung by Asha Bhosle, Manna Dey. Lyrics are credited to Shewan Rizvi. Music information: Iqbal Qureshi. Read the lyrics above and view the Qawwali Ki Raat 1964 album song list for more songs and album details.