Dil Diwane Ka Dola Lyrics, Singer & Song Details

Tahalka 1992 album cover

Tahalka 1992 Album Details

Anil Sharma
Anu Malik
Hasrat Jaipuri
Dharmendra, Naseeruddin Shah, Aditya Pancholi, Javed Jaffrey, Amrish Puri

album songs
Dil Diwane Ka Dola
Singer : Babla, Anuradha

Dil Diwane Ka Dola Lyrics

Song Title = Dil Diwane Ka Dola
Movie/Album = Tahalka 1992
Singer(s) = Kumar Sanu, Babla, Anuradha
Music Director(s) = Anu Malik
Lyricist(s) = Hasrat Jaipuri

Mp3 Song Lyrics

((dil divaane kaa dola dildaar ke liye
maine ranga basantee chola mere yaar ke liye
dil divaane kaa dola.....

yeh pyaar bhee hai bimaaree meree, laaj sharm gayee hai maaree
mujhe pagalee kahe duneeya saaree
dil divaane kaa dola.....

o ho rabba kuchh karava de, koyee aisa vatan bata de
mere yaar se mujhe mila de
mera ang mann dola mere yaar ke liye
dil divaane kaa dola.....

jo bit gaya hai woh abb daur na aayega
iss dil me siva tere koyee aur na aayega
too saath na de mera chalana mujhe aata hai
har aag se vakif hu jalana mujhe aata hai
yeh jivan kaa putala jal jaye bhee toh kya
marne ke liye aisa koyee daur na aayega
jo bit gaya hai woh abb daur na aayega
ho ho ho........
thode din kee jindagaanee aatee hai javaanee
kahee utar na jaaye paanee
yeh raaj aman ne khola mere yaar ke liye
dil divaane kaa dola.....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Diwane Ka Dola

Dil Diwane Ka Dola is a song from Tahalka 1992. It is sung by Babla, Anuradha. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Tahalka 1992 album song list for more songs and album details.