Dil Dharke Pyar Mera Lyrics, Singer & Song Details

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 album cover

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 Album Details

Chandrakant
Chitragupta Shrivastava
Prem Dhawan
Dara Singh, Ameeta, Geetanjali, Jagdeep

album songs
Dil Dharke Pyar Mera
Singer : Lata Mangeshkar, Manna Dey

Dil Dharke Pyar Mera Lyrics

Song Title = Dil Dhadke Hay Pyar
Movi/Album = Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971)
Singer = Lata Mangeshkar, Manna Dey
Lyricist = Kavi Pradeep, Prem Dhawan
Music Director = Chitragupt
Director = Chandrakant

Mp3 Song Lyrics

((dil dhadke haye pyar mera sharmaye bolo ji
bolo ji ab kya hoga
dil dhadke pyar mera sharmaye bolo ji
bolo ji ab kya hoga
dar kiska aaj hai jo dil tera
wo kal ko mera hoga
dar kiska aaj hai jo dil tera
wo kal to mera hoga

is tarah mud mud ke na dekho
kya kahega jamana
is tarah mud mud ke na dekho
kya kahega jamana
ho bas gayi najro me najar to
kahe chupna chupana
chup rahiye dekh na le ye jamana
jo aankho chupa hoga
dar kiska aaj hai jo dil tera
wo kal to mera hoga

ho chuke ab tum to hamare
fir ye kaisi adaye
ho chuke ab tum to hamare
fir ye kaisi adaye
ho kya karu sharmile hai naina
kaise palke uthaye
kya kahne ek najar ko tum
aise dekho to bhala hoga
dil dhadke pyar mera sharmaye bolo ji
bolo ji ab kya hoga

tum sada tadpate rahe ho ab to yu na satao
tum sada tadpate rahe ho ab to yu na satao
ho kisliye tum lagte ho pyare
pahle ye to batao
sun balma or hame jo cheda
to dekho ji bura hoga
dar kiska aaj hai jo dil tera
wo kal to mera hoga
dil dhadke pyar mera sharmaye bolo ji
bolo ji ab kya hoga..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Dharke Pyar Mera

Dil Dharke Pyar Mera is a song from Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971. It is sung by Lata Mangeshkar, Manna Dey. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon 1971 album song list for more songs and album details.