Dil Dhadkata Hai Female Lyrics, Singer & Song Details

Fear 2007 album cover

Fear 2007 Album Details

Vikram Bhatt
Himesh Reshammiya
Sameer
Alisha, Alisha Baig, Jennifer Butler

album songs
Dil Dhadkata Hai Female
Singer : Gayatri Ganjawala

Dil Dhadkata Hai Female Lyrics

Song Lyrics Title = Dil Dhadkata Hai Female
Song lyrics movie = Fear (2007)
Singers = Gayatri Ganjawala
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Himesh Reshammiya
Director = Vikram Bhatt
Music Label = UTV Motion Pictures

Mp3 Song Lyrics

((Ishq ishq ishq ishq

Ishq ishq ishq ishq
Dil dhadkaata hai hosh udaata hai
Ishq ishq ishq ishq
Dil dhadkaata hai hosh udaata hai
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq....

Khayaalon mein bechainiyaan jazbaat mein ek tofaan hai
Tere bina abb ek pal jeena nahi abb aasaan hai
Khayaalon mein bechainiyaan jazbaat mein ek tofaan hai
Tere bina abb ek pal jeena nahi abb aasaan hai
Saanson ki saanson ki hulchal ko jeene de jeene de iss pal ko
Aise na aise na tadpao seene se seene se lag jaao
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq

Dil dhadkaata hai
Hosh udaata hai
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq...

Jaane kahaan le jaayegi
Mujhko meri yeh deewaanagi
Ek pal sukuun lene na de
Dil ko mere yeh dil ki lagi
Jaane kahaan le jaayegi
Mujhko meri yeh deewaanagi
Ek pal sukuun lene na de
Dil ko mere yeh dil ki lagi
Chhede hai chhede hai tanhaayi
Bechaini bechaini si hai chhayi
Jahaan bhi jahaan bhi yeh nazar
Tera hi tera hi manjar hai

Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq
Dil dhadkaata hai
Hosh udaata hai
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Dhadkata Hai Female

Dil Dhadkata Hai Female is a song from Fear 2007. It is sung by Gayatri Ganjawala. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Fear 2007 album song list for more songs and album details.