Dil Dhadkane Ka Bahana Lyrics, Singer & Song Details

Janta Ki Adalat 1994 album cover

Janta Ki Adalat 1994 Album Details

T.L.V. Prasad
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sadashiv Amrapurkar, Asrani, Laxmikant Berde

album songs
Dil Dhadkane Ka Bahana
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Dil Dhadkane Ka Bahana Lyrics

Song Title = Dil Dhadkane Ka Bahana
Movie/Album = Janta Ki Adalat (1994)
Singers =Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists =Sameer
Music Director =Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director =K.V. Raju
Music Label =Tips Music

Mp3 Song Lyrics

((Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai

Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai

Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Zulfo mein badal
Aankhon mein kajal
Samhi si hai nighaye
Khushboo chaman
Mahka badan
Hai deewani fijaye

Zulfo mein badal
Aankhon mein kajal
Samihi si hai nighaye
Khushboo chaman
Mahka badan
Hai deewani fijaye
Soya soya khoya khoya aasma
Aao hum banaye koi dastan
Maine dekhi nahi thi
Asi dilkash aada
Dil mohhabat ka tarana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai

Hey heye hey
Hmmmm lalalala aaahhaa

Din ho ya raate,
Sapno ki baate
Karte rahte deewane
Aatho pahar darde jigar
Aaye kaise zamane

Din ho ya raate,
Sapno ki baate
Karte rahte deewane
Aatho pahar darde jigar
Aaye kaise zamane tuba
Bekrari mein krar hai
Dekho jha dekho
Waha pyaar hai
Saanso mein ghul gai
Dhadkano ki tarha
Dil wafao ka tarana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Dil Dhadkane Ka Bahana

Dil Dhadkane Ka Bahana is a song from Janta Ki Adalat 1994. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Janta Ki Adalat 1994 album song list for more songs and album details.