Dil Dhadakne Ka Bahaana Lyrics, Singer & Song Details

Udhar Ki Zindagi 1994 album cover

Udhar Ki Zindagi 1994 Album Details

K. V. Raju
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Jeetendra, Moushumi Chatterjee, Kajol

album songs
Dil Dhadakne Ka Bahaana
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Dil Dhadakne Ka Bahaana Lyrics

Song Title = Dil Dhadakne Ka Bahana
Movie/Album = Udhar Ki Zindagi (1994)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = K.V. Raju

Mp3 Song Lyrics

((Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai

Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai

Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Zulfo mein badal
Aankhon mein kajal
Samhi si hai nighaye
Khushboo chaman
Mahka badan
Hai deewani fijaye

Zulfo mein badal
Aankhon mein kajal
Samihi si hai nighaye
Khushboo chaman
Mahka badan
Hai deewani fijaye
Soya soya khoya khoya aasma
Aao hum banaye koi dastan
Maine dekhi nahi thi
Asi dilkash aada
Dil mohhabat ka tarana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai

Hey heye hey
Hmmmm lalalala aaahhaa

Din ho ya raate,
Sapno ki baate
Karte rahte deewane
Aatho pahar darde jigar
Aaye kaise zamane

Din ho ya raate,
Sapno ki baate
Karte rahte deewane
Aatho pahar darde jigar
Aaye kaise zamane tuba
Bekrari mein krar hai
Dekho jha dekho
Waha pyaar hai
Saanso mein ghul gai
Dhadkano ki tarha
Dil wafao ka tarana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai
Kissi ke dil mein aashiyana
Dhund leta hai
Dil dhadkane ka bhana
Dhund leta hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Dhadakne Ka Bahaana

Dil Dhadakne Ka Bahaana is a song from Udhar Ki Zindagi 1994. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Udhar Ki Zindagi 1994 album song list for more songs and album details.