Dil Dete Hain Lyrics, Singer & Song Details

Insaaf Ka Khoon 1991 album cover

Insaaf Ka Khoon 1991 Album Details

Romi Behl
Hansraj Behl
Munsif
Shoma Anand, Chandrashekhar, Prem Chopra

album songs
Dil Dete Hain
Singer : Asha Bhosle, Vinod Sehgal

Dil Dete Hain Lyrics

Song Lyrics Title = Dil Dete Hain
Song Lyrics Movie = Insaaf Ka Khoon (1991)
Singers = Asha Bhosle, Vinod Sehgal
Song Lyricists = Munsif
Music Composer = Hansraj Behl
Director = Romi Behl
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dil lete hai tod dete hai
Pyar karte hain chhod dete hai
Dil lete hain tod dete hai
Pyar karte hain chhod dete hai
Farebi lutere aawara lafange
Behaya behaya bewafa bewafa
Dil lete hain tod dete hai
Pyar karte hain chhod dete hai
Farebi lutere aawara lafange
Behaya behaya bewafa bewafa

Pehle to ye apna banate hai
Apna bana ke thukrate hai
Pehle to ye apna banate hai
Apna bana ke thukrate hai
Paas aate hai are dur jate hai
Apna bana ke haye chhod jate hai
Farebi lutere aawara lafange
Behaya behaya bewafa bewafa

Kaise kaise natak rachate hai
Phul deke humko manate hai
Kaise kaise natak rachate hai
Phul deke humko manate hai
Geer jate hai haye re chot khate hai
Nazre bachake haye pichhe aate hai
Farebi lutere aawara lafange
Behaya behaya behaya behaya

Pyar kiya hai sacha kiya hai
Dil diya hai dil se diya hai
Phir bhi lutere aawara lafange
Hum behaya hum behaya
Hum bewafa ha hum bewafa

Humko bewafa keh ke tumko kya mila
Hum to samajte the zindagi hai tera pyar
Humko bewafa keh ke tumko kya mila
Hum to samajte the zindagi hai tera pyar
Tere been hum reh sakenge nahi
Jaane mann chahe tu aawara kahe
Chahe tu farebi bam
Tere been hum reh sakenge nahi
Jaane mann chahe tu aawara kahe
Chahe tu farebi bam
O meri jaan pyar kiya hai
Chhod diya hai
Dil diya hai ja tod diya hai
Farebi lutere aawara lafange
Behaya o meri jaan
Farebi lutere aawara lafange
Behaya o meri jaan...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Dete Hain

Dil Dete Hain is a song from Insaaf Ka Khoon 1991. It is sung by Asha Bhosle, Vinod Sehgal. Lyrics are credited to Munsif. Music information: Hansraj Behl. Read the lyrics above and view the Insaaf Ka Khoon 1991 album song list for more songs and album details.