Dil Darbadar Mera Dil Lyrics, Singer & Song Details

PK 2014 album cover

PK 2014 Album Details

Rajkumar Hirani
Ankit Tiwari
Manoj Muntashir
Anushka Sharma, Aamir Khan, Sushant Singh Rajput, Boman Irani, Saurabh Shukla, S

album songs
Dil Darbadar Mera Dil
Singer : Ankit Tiwari

Dil Darbadar Mera Dil Lyrics

Song Title = Dil Darbadar Mera Dil
Movie/Album = PK (2014)
Singers = Ankit Tiwari
Song Lyricists = Manoj Muntashir
Music Composer = Ankit Tiwari
Director = Rajkumar Hirani

Mp3 Song Lyrics

((Hai maun mein doobi duniya
Tera qissa kaun sunaaye
Jo kahe, tujhe na jaane
Jo jaane, keh na paaye

Khwaabon ka musafir navazina kaafir
Saaiyaan ye bata de kahan hu main aakhir
Ye kaisi hai teri aankh micholi
Mujhe ghar le ja humjoli
Dil darbadar mera dil darbadar
Dil darbadar mera dil darbadar

Tu mera hi saaya
Main teri hi chaaya
Main tere bina zaaya
Ragon mein bahaa tu
Nazar mein rahaa tu
Magar na nazar aaya

Tujh se hi chal ke main guzra
Tujhpe hi aa thehra re
Tu mujhko main tujhko
Jaata kya hai mera
Ye kaisi hai teri aankh micholi
Mujhe ghar le ja humjoli
Dil darbadar mera dil darbadar
Dil darbadar mera dil darbadar

Main shaakhon se toota
Hawaoon se rootha
Udaa ja raha hoon kahaan
Aa jaaun kahin main
Khilunga wahin mein
Mile mujhko tu jahaan

Aa mil ja mujhse main kabse dekhun teri raahein
Beeta ek arsa main tarsa ab khol de baahein
Ye kaisi hai teri aankh micholi
Mujhe ghar le ja humjoli

Dil darbadar mera dil darbadar
Dil darbadar mera dil darbadar
Dil darbadar hai..
Darbadar..darbadar dil hai
Hai dil darbadar
Dil darbadar hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dil Darbadar Mera Dil

Dil Darbadar Mera Dil is a song from PK 2014. It is sung by Ankit Tiwari. Lyrics are credited to Manoj Muntashir. Music information: Ankit Tiwari. Read the lyrics above and view the PK 2014 album song list for more songs and album details.