Dil Cheez Kya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Umrao Jaan 1981 album cover

Umrao Jaan 1981 Album Details

Muzaffar Ali
None
None
Seema Sathyu, Rekha, Farooq Shaikh, Naseeruddin Shah, Umme Farwa, Shaukat Kaifi,

album songs
Dil Cheez Kya Hai
Singer : Asha Bhosle

Dil Cheez Kya Hai Lyrics

Song Title = Dil Cheez Kya Hai
Movie/Album = Umrao Jaan (1981)
Singer = Asha Bhosle

Mp3 Song Lyrics

((Aa aa aa aa, aa aa aa
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye - 2
Bas ek baar mera kaha
Bas ek baar mera kaha maan lijiye - 2
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
Is anjuman mein aap ko
Is anjuman mein, aah, aah aah aah
Is anjuman mein aap ko
Is anjuman mein aap ko aana hai baar baar
Aana hai baar baar
Deevaar-o-dar ko gaur se
Deevaar-o-dar ko gaur se pehchaan lijiye - 2
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
Maana ke doston ko nahin
Doston, doston ko nahin
Maana ke doston ko nahin dosti ka paas
Lekin yeh kya ke gair ka
Lekin yeh kya ke gair ka ehsaan lijiye - 2
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
Kahiye to
Kahiye to aasmaan ko
Kahiye to aasmaan ko zameen par utaar laaye
Mushkil nahin hai kuch bhi
Mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye - 2
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
Bas ek baar, bas ek baar
Bas ek baar mera kaha maan lijiye
Maan lijiye, maan lijiye...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Cheez Kya Hai

Dil Cheez Kya Hai is a song from Umrao Jaan 1981. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Umrao Jaan 1981 album song list for more songs and album details.